Poet
Chand Kakralvi
b. 1979
Poems
- ایسا محسوس ہوا ہے ترے انعام کے بعدجیسے مزدور کو مزدوری ملے کام کے بعدaisā mahsūs huā hai tire inām ke ba.adjaise mazdūr ko mazdūrī mile kām ke ba.ad
- پہلے تو اپنے آپ کو تجھ سا کرے کوئیپھر مجھ سے دوستی کا ارادہ کرے کوئیpahle to apne āp ko tujh sā kare koīphir mujh se dostī kā irāda kare koī
- تپش کیوں بڑھ رہی ہے راستوں کیقضا آنے کو ہے کیا آبلوں کیtapish kyūñ baṛh rahī hai rāstoñ kīqazā āne ko hai kyā ābloñ kī
- سفر کیسا یہ کرنا پڑ رہا ہےشراروں سے گزرنا پڑ رہا ہےsafar kaisā ye karnā paṛ rahā haisharāroñ se guzarnā paṛ rahā hai
- سمجھ رہے تھے کہ بادل ہیں سر پہ چھائے ہوئےمگر غبار پہ نظریں تھے ہم جمائے ہوئےsamajh rahe the ke bādal haiñ sar pe chhā.e huemagar ġhubār pe nazreñ the ham jamā.e hue
- شدت بلا کی ہوتی ہے جس وقت پیاس میںدریا دکھائی دیتا ہے خالی گلاس میںshiddat balā kī hotī hai jis vaqt pyās meñdariyā dikhā.ī detā hai ḳhālī gilās meñ
- فضا بہتر بنانا چاہتی ہےکلی اب مسکرانا چاہتی ہےfazā behtar banānā chāhtī haikalī ab muskurānā chāhtī hai
- لگا ہے روگ کوئی تو جڑوں میںاداسی کیوں ہے ورنہ ٹہنیوں میںlagā hai rog koī to jaṛoñ meñudāsī kyūñ hai varna ṭahniyoñ meñ
- وہی بلندی سے نیچے ہمیں گراتے ہیںوہ جن کے واسطے ہم سیڑھیاں بناتے ہیںvahī bulandī se nīche hameñ girāte haiñvo jin ke vāste ham sīṛhiyāñ banāte haiñ
- ہاتھ پہنچے بھی نہ تھے مہتاب تکہو گئے مٹی سنہرے خواب تکhāth pahuñche bhī na the mahtāb takho ga.e miṭṭī sunahre ḳhvāb tak
- ہم نے تو اس سے بھی نبھا لی ہےدل محبت سے جس کا خالی ہےham ne to us se bhī nibhā lī haidil mohabbat se jis kā ḳhālī hai
- ہوتا ہے مرے حال کا چرچا مرے آگےبنتا ہے مرا روز تماشا مرے آگےhotā hai mire hāl kā charchā mire āgebantā hai mirā roz-e-tamāshā mire āge