Poet
Badr Mohammadi
b. 1963
Poems
- آنکھوں میں اپنی اشک ندامت لئے ہوئےہم ہیں عجیب رنگ عبادت لئے ہوئےānkhoñ maiñ apnī ashk-e-nadāmat liye hueham haiñ ajīb rang ibādat liye hue
- اس سے الگ ہو ایسی مری ذات ہی نہیںمیرا نہیں ہے وہ تو کوئی بات ہی نہیںus se alag ho aisī mirī zāt hī nahīñmerā nahīñ hai vo to koī bāt hī nahīñ
- اک تہی دست سے کیا کیا تن فانی مانگےسایۂ زیست میں ہے نقل مکانی مانگےik tahī dast se kyā kyā tan-e-fānī māñgesāya-e-zīst meñ hai naql-e-makānī māñge
- بہتے پانی کی نشانی اور ہےٹھہرے دریا کی روانی اور ہےbahte pānī kī nishānī aur haiṭhahre dariyā kī ravānī aur hai
- تم نے جو کیا پیش وہ گلدان بہت ہےیہ رسم و رہ خاص مری جان بہت ہےtum ne jo kiyā pesh vo guldān bahut haiye rasm-o-rah ḳhās mirī jān bahut hai
- تمہاری زلف کا ہو کر اسیر زندہ ہےکسی طرح سے سہی یہ فقیر زندہ ہےtumhārī zulf kā ho kar asīr-e-zinda haikisī tarah se sahī ye faqīr zinda hai
- تمہاری یاد یوں احساس تنہائی بڑھاتی ہےکہ جیسے قیمتیں چیزوں کی مہنگائی بڑھاتی ہےtumhārī yād yūñ ehsās-e-tanhā.ī baṛhātī haike jaise qīmateñ chīzoñ kī mahngā.ī baṛhātī hai
- دور گھر سے کہیں اس طرح بھی جایا جائےدیر تک دھوپ کی بارش میں نہایا جائےdūr ghar se kahīñ is tarah bhī jāyā jā.eder tak dhūp kī bārish meñ nahāyā jā.e
- روشنی اور اندھیروں کے سفر کا جادودیکھتا رہتا ہوں میں شام و سحر کا جادوraushnī aur andheroñ ke safar kā jādūdekhtā rahtā hūñ maiñ shām-o-sahar kā jādū
- عارض کی تاب سایۂ گیسو غزل میں ہےیعنی کہ دھوپ چھاؤں کا جادو غزل میں ہےāriz kī tāb sāya-e-gesū ġhazal meñ haiya.anī ke dhūp chhā.oñ kā jādū ġhazal meñ hai
- مری زمین ترے آسماں سے بہتر ہےیقیں یقیں ہے کسی بھی گماں سے بہتر ہےmirī zamīn tire āsmāñ se behtar haiyaqīñ yaqīñ hai kisī bhī gumāñ se behtar hai
- میں پربت ہوں وہ رائی کی طرح ہےہمارے بیچ کھائی کی طرح ہےmaiñ parbat hūñ vo rā.ī kī tarah haihamāre bīch khā.ī kī tarah hai
- نظر ہماری سر کوہ طور آ جائےدیار دل میں ذرا اس کا نور آ جائےnazar hamārī sar-e-koh-e-tūr ā jā.edayār-e-dil meñ zarā us kā nūr ā jā.e
- نہیں وہ کھول کر لب بولتا ہےیہ اس کا کون سا ڈھب بولتا ہےnahīñ vo khol kar lab boltā haiye us kā kaun sā ḍhab boltā hai
- ہمارا عزم زیادہ کہ رہ گزر کم ہےہر ایک گام پہ لگتا ہے یہ سفر کم ہےhamārā azm ziyāda ke rah guzar kam haihar ek gām pe lagtā hai ye safar kam hai
- ہمارے ہونٹوں پہ کیوں شکوۂ بہار آئےکہ عمر اپنی بیاباں میں ہم گزار آئےhamāre honṭoñ pe kyūñ shikva-e-bahār ā.eke umr apnī bayābāñ meñ ham guzār ā.e