Poet
عبدالرحمان احسان دہلوی
Poems
- آنکھوں میں مروت تری اے یار کہاں ہےپوچھا نہ کبھو مجھ کو وہ بیمار کہاں ہےānkhoñ meñ muravvat tirī ai yār kahāñ haipūchhā na kabhū mujh ko vo bīmār kahāñ hai
- باغ میں جب کہ وہ دل خوں کن ہر گل پہنچےبلبلاتی ہوئی گلزار میں بلبل پہنچےbāġh meñ jab ke vo dil-e-ḳhūñ kin har gul pahuñchebilbilātī huī gulzār meñ bulbul pahuñche
- بس خاک قدم دیجئے تکرار بہت کیمٹی مری اس خاک نے ہی خوار بہت کیbas ḳhāk qadam dījiye takrār bahut kīmiṭṭī mirī is ḳhāk ne hī ḳhvār bahut kī
- پوچھی نہ خبر کبھی ہماریلی خوب خبر اجی ہماریpūchhī na ḳhabar kabhī hamārīlī ḳhūb ḳhabar ajī hamārī
- پھر آیا جام بکف گلعذار اے واعظشکست توبہ کی پھر ہے بہار اے واعظphir āyā jām bakaf gulizār ai vā.izshikast-e-tauba kī phir hai bahār ai vā.iz
- تمہاری چشم نے مجھ سا نہ پایادیا سرمہ بھی اور چپکا نہ پایاtumhārī chashm ne mujh sā na pāyādiyā surma bhī aur chipkā na pāyā
- تو آج آئینہ رو مجھ پاس آ جابہر صورت مجھے صورت دکھا جاto āj ā.īna rū mujh pās ā jābahar sūrat mujhe sūrat dikhā jā
- تو بے نقاب ہے اے مہ یہ ہیں شراب کے دنکہ ماہتاب کی راتیں ہیں آفتاب کے دنtū be naqāb hai ai mah ye haiñ sharāb ke dinke māhtāb kī rāteñ haiñ āftāb ke din
- تیر پہلو میں نہیں اے رفقائے پروازطائر جان کے یہ پر ہیں برائے پروازtīr pahlū meñ nahīñ ai rufaqā-e-parvāztā.ir-e-jān ke ye par haiñ barā-e-parvāz
- چٹکیاں لی ہی کہ اٹھ بیٹھ جو مر جائے کوئیاے ستم گر ترے ہاتھوں سے کدھر جائے کوئیchuṭkiyāñ lī hī ke uṭh baiṭh jo mar jā.e koīai sitam gar tire hāthoñ se kidhar jā.e koī
- دکھلا دو نقش پائے رسول امین کوتا مشق سجدہ ہو مرے لوح جبین کوdikhlā do naqsh-e-pā.e rasūl-e-amīn kotā mashq-e-sajda ho mire lauh-e-jabīn ko
- دل بر یہ وہ ہے جس نے دل کو دغا دیا ہےاے چشم دیکھ تجھ کو میں نے سجھا دیا ہےdil bar ye vo hai jis ne dil ko daġhā diyā haiai chashm dekh tujh ko maiñ ne sujhā diyā hai
- دل تو حاضر ہے اگر کیجئے پھر ناز سے رمزہیں ترے ناز کے صدقے اسی انداز سے رمزdil to hāzir hai agar kījiye phir nāz se ramzhaiñ tire nāz ke sadqe isī andāz se ramz
- دل دیا تب کہ بہت زلف رسا نے چاہاآپ فرماتے ہیں یوں اس کی بلا نے چاہاdil diyā tab ke bahut zulf-e-rasā ne chāhāāp farmāte haiñ yūñ us kī balā ne chāhā
- دوش بدوش دوش تھا مجھ سے بت کرشمہ کوشپردہ در خیام عقل رخنہ گر حریم ہوشdosh badosh-e-dosh thā mujh se but-e-karishma koshparda dar ḳhayyām aql raḳhna gar harīm-e-hosh
- ذات اس کی کوئی عجب شے ہےجس سے سب واقعی عجب شے ہےzāt us kī koī ajab shai haijis se sab vāqa.ī ajab shai hai
- غم یاں تو بکا ہوا کھڑا ہےفدوی ہے فدا ہوا کھڑا ہےġham yāñ to bukā huā khaṛā haifidvī hai fidā huā khaṛā hai
- غیر کے دل پہ تو اے یار یہ کیا باندھے ہےہے وہ اک باد فروش اور ہوا باندھے ہےġhair ke dil pe to ai yār ye kyā bāñdhe haihai vo ik bād farosh aur huā bāñdhe hai
- فسردہ داغ جگر دل ربا نہیں رہتاچراغ عشق کا ہرگز بجھا نہیں رہتاfasurda dāġh-e-jigar dil rubā nahīñ rahtācharāġh-e-ishq kā hargiz bujhā nahīñ rahtā
- کچھ طور نہیں بچنے کا زنہار ہماراجی لے ہی کے جاوے گا یہ آزار ہماراkuchh tūr nahīñ bachne kā zinhār hamārājī le hī ke jāvegā ye āzār hamārā
- کس سے احوال کہوں اپنا میں اے یار کہ تومل کے اغیار سے مجھ سے ہے بیزار کہ توkis se ahvāl kahūñ apnā meñ ai yār ke tūmil ke aġhyār se mujh se hai bezār ke tū
- کیوں خفا تو ہے کیا کہا میں نےمر کہا تو نے مرحبا میں نےkyūñ ḳhafā to hai kyā kahā maiñ nemar kahā tū ne marhabā maiñ ne
- گلی سے تری جو کہ اے جان نکلاگریباں سے دست و گریبان نکلاgalī se tirī jo ke ai jān niklāgarebāñ se dast-o-garebān niklā
- مانگو ہو ابھی دل مجھے نادان سمجھ کرپھر دوں گا جواب اس کا مری جان سمجھ کرmāñgo ho abhī dil mujhe nādān samajh karphir dūñgā javāb us kā mirī jān samajh kar
- محفل عشق میں جو یار اٹھے اور بیٹھےہے وہ ملکہ کہ سبکبار اٹھے اور بیٹھےmahfil-e-ishq meñ jo yār uṭhe aur baiṭhehai vo malaka ke subukbār uṭhe aur baiṭhe
- مرتے دم نام ترا لب کے جو آ جائے قریبجی کو ٹھنڈک ہو تپ غم نہ مرے آئے قریبmarte dam nām tirā lab ke jo ā jā.e qarībjī ko ṭhanḍak ho tap-e-ġham na mire ā.e qarīb
- میاں کیا ہو گر ابروئے خم دار کو دیکھاکیوں میری طرف دیکھ کے تلوار کو دیکھاmiyāñ kyā ho gar abrū-e-ḳham dār ko dekhākyūñ merī taraf dekh ke talvār ko dekhā
- میں یاں بیٹھا تو تم واں اٹھ گئے اے یار کیا باعثہوئے بے دل ہی اپنے آپ کیوں بیزار کیا باعثmaiñ yāñ baiṭhā to tum vāñ uṭh ga.e ai yār kyā bā.ishue be dil hī apne āp kyūñ bezār kyā bā.is
- نہ ادا مجھ سے ہوا اس ستم ایجاد کا حقمیری گردن پہ رہا خنجر بیداد کا حقna adā mujh se huā us sitam ījād kā haqmerī gardan pe rahā ḳhanjar-e-bedād kā haq
- نہیں سنتا نہیں آتا نہیں بس میرا چلتا ہےنکل اے جان تو ہی وہ نہیں گھر سے نکلتا ہےnahīñ suntā nahīñ ātā nahīñ bas merā chaltā hainikal ai jān tū hī vo nahīñ ghar se nikaltā hai
- نیم چا جلد میاں ہی نہ میاں کیجئے گانیم جانوں کا ابھی کام رواں کیجئے گاnīm chā jald miyāñ hī na miyāñ kījiye gānīm jānoñ kā abhī kām ravāñ kījiye gā
- ہر آن جلوہ نئی آن سے ہے آنے کاچلن یہ چلتے ہو عاشق کی جان جانے کاhar ān jalva na.ī ān se hai āne kāchalan ye chalte ho āshiq kī jān jāne kā
- یوں ہی کفر ہر صبح ہر شام ہوگاالٰہی کبھو یاں بھی اسلام ہوگاyūñ hī kufr har sub.h har shām hogāilāhī kabhū yāñ bhī islām hogā
- احسان جو اجل سے کام تیرا بگڑےاس وقت نہ ہو دل میں جہاں کے جھگڑےehsān jo ajal se kām terā bigṛeis vaqt na ho dil meñ jahāñ ke jhagṛe
- ہیں ایک حکیم جی بہ شکل طاعونہے رقص تقسیم مخل ان کا قانونhaiñ ek hakīm jī ba shakl-e-tā.ūnhai raqs taqsīm muḳhil un kā qānūn
- صوفی ہوں نہ واعظ ہوں نہیں ہوں ملابلبل نہیں اے گل جو کہوں میں گل لاsūfī hūñ na vā.iz hūñ nahīñ hūñ milābulbul nahīñ ai gul jo kahoñ maiñ gul lā
- جان اپنی چلی جائے ہے جائے سے کسو کیاور جان میں جان آئے ہے آئے سے کسو کیjān apnī chalī jā.e hai jā.e se kisū kīaur jān meñ jān ā.e hai ā.e se kisū kī
- خفا مت ہو مجھ کو ٹھکانے بہت ہیںمرا سر رہے آستانہ بہت ہیںḳhafā mat ho mujh ko ṭhikāne bahut haiñmirā sar rahe āstāna bahut haiñ
- ستم سا کوئی ستم ہے ترا پناہ تریپڑی ہے چار طرف اک تراہ تراہ تریsitam sā koī sitam hai tirā panāh tirīpaṛī hai chār taraf ik tirāh tirāh tirī
- سن رکھ او خاک میں عاشق کو ملانے والےعرش اعظم کے یہ نالے ہیں بلانے والےsun rakh o ḳhāk meñ āshiq ko milāne vālearsh-e-a.azam ke ye nāle haiñ bulāne vāle