Poet
Zaheer Abbas Saer
Poems
- تجھے کیا خبر ہے او بے خبر مری جان تجھ پہ نثار ہےتری شوخ و شنگ اداؤں میں مری عاشقی کا خمار ہےtujhe kyā ḳhabar hai o be ḳhabar mirī jān tujh pe nisār haitirī shoḳh-o-shang adā.oñ meñ mirī āshiqī kā ḳhumār hai
- تھا فخر جس پہ مجھ کو مری ذات کی طرحبدلا ہے وہ بھی صورت حالات کی طرحthā faḳhr jis pe mujh ko mirī zāt kī tarahbadlā hai vo bhī sūrat-e-hālāt kī tarah
- جو گزرے جان سے تو پایۂ تکمیل تک پہنچےنہیں ممکن کہ کوئی زیست کی تفصیل تک پہنچےjo guzre jān se to pāya-e-takmīl tak pahuñchenahīñ mumkin ke koī zīst kī tafsīl tak pahuñche
- دل کی دنیا میں تری یاد کے منظر جاگےآنکھ سے اشک گرے غم کے سمندر جاگےdil kī duniyā meñ tirī yād ke manzar jāgeānkh se ashk gire ġham ke samundar jāge
- دل محو انتظار کبھی ہے کبھی نہیںسوچوں کا اک حصار کبھی ہے کبھی نہیںdil mahv-e-intizār kabhī hai kabhī nahīñsochoñ kā ik hisār kabhī hai kabhī nahīñ
- ضبط کا حوصلہ باقی نہ شکیبائی ہےتری چاہت مجھے کس موڑ پہ لے آئی ہےzabt kā hausla bāqī na shakebā.ī haitirī chāhat mujhe kis moṛ pe le ā.ī hai
- کوئی بھی دل میں نہیں اب آرزوہے خیال یار میرے روبروkoī bhī dil meñ nahīñ ab ārzūhai ḳhayāl-e-yār mere rūbarū
- مجھ پہ تہمت لگا رہے ہیں لوگجانے کیوں دل دکھا رہے ہیں لوگmujh pe tohmat lagā rahe haiñ logjāne kyūñ dil dikhā rahe haiñ log
- وہ عشق کی مخصوص ادا کو نہیں سمجھانادان ابھی خوئے وفا کو نہیں سمجھاvo ishq kī maḳhsūs adā ko nahīñ samjhānādān abhī ḳhū-e-vafā ko nahīñ samjhā
- ہے اس کا حق یہ ہو پر ماتما سے جس کی لاگکسی بھی شخص کی میراث تو نہیں بیراگhai us kā haq ye ho par mātmā se jis kī lāgkisī bhī shaḳhs kī mīrās to nahīñ bairāg
- یادوں کے گل دل کے تو گلدان میں رکھآج بھی ان کی صورت اپنے دھیان میں رکھyādoñ ke gul dil ke to guldān meñ rakhāj bhī un kī sūrat apne dhyān meñ rakh
- یوں نفرتوں میں محبت کے سلسلے دیکھےجو توڑنے پہ نہ ٹوٹے وہ آئنے دیکھےyūñ nafratoñ meñ mohabbat ke silsile dekhejo toṛne pe na ṭūṭe vo ā.īne dekhe