Poet
Zafar Sambhali
b. 1944
Poems
- آنکھ کیا غم میں ترے نم سی ہوئی جاتی ہےزندگی شعلہ تھی شبنم سی ہوئی جاتی ہےānkh kyā ġham meñ tire nam sī huī jātī haizindagī shola thī shabnam sī huī jātī hai
- اس کے غم میں حیات بھول گئےرونق کائنات بھول گئےus ke ġham meñ hayāt bhūl ga.eraunaq-e-kā.ināt bhūl ga.e
- بھول جاؤں تجھے ایسی کوئی تدبیر نہیںاور پا لوں تجھے ایسی مری تقدیر نہیںbhūl jā.ūñ tujhe aisī koī tadbīr nahīñaur pā lūñ tujhe aisī mirī taqdīr nahīñ
- بے وفا سے گلا کیا نہ گیالطف غم بے مزہ کیا نہ گیاbe vafā se gilā kiyā na gayālutf-e-ġham be maza kiyā na gayā
- جانے شب فراق میں کیا یاد آ گیادل یوں تڑپ اٹھا کہ خدا یاد آ گیاjāne shab-e-firāq meñ kyā yād ā gayādil yūñ taṛap uṭhā ke ḳhudā yād ā gayā
- جب مری سمت حسیں یادوں کے پتھر برسےخیر مقدم کو چلے اشک بھی چشم تر سےjab mirī samt hasīñ yādoñ ke patthar barseḳhair maqdam ko chale ashk bhī chashm-e-tar se
- غیر کا وہ ہو گیا اچھا ہوااپنے حق میں جو ہوا اچھا ہواġhair kā vo ho gayā achchhā huāapne haq meñ jo huā achchhā huā
- کتنا ظالم مری چاہت کا مقدر نکلامیں جسے آئنہ سمجھا تھا وہ پتھر نکلاkitnā zālim mirī chāhat kā muqaddar niklāmaiñ jise ā.īna samjhā thā vo patthar niklā
- کسی کی یاد میں مثل چراغ رہ گزر تنہاگزاری ہے شب غم ہم نے اکثر جاگ کر تنہاkisī kī yād meñ misl-e-charāġh-e-rah guzar tanhāguzārī hai shab-e-ġham ham ne aksar jāg kar tanhā
- کیسے کہہ دوں مجھ کو تنہائی میں یاد آتا ہے کونراز کی یہ بات ہے اور راز بتلاتا ہے کونkaise kah dūñ mujh ko tanhā.ī meñ yād ātā hai kaunrāz kī ye bāt hai aur rāz batlātā hai kaun
- گیسوؤں کے اسیر ہیں ہم بھیقصۂ دل پذیر ہیں ہم بھیgesūoñ ke asīr haiñ ham bhīqissa-e-dil pazīr haiñ ham bhī
- مری نظر میں تو لفظ الفت خزاں بھی ہے اور بہار بھی ہےیہ راس آئے تو پھول بھی ہے نہ راس آئے تو خار بھی ہےmirī nazar meñ to lafz ulfat ḳhizāñ bhī hai aur bahār bhī haiye rās ā.e to phūl bhī hai na rās ā.e to ḳhār bhī hai
- نشہ ہے تیری نگاہوں میں شرابوں کی طرحلوگ سرشار ہیں بے خود ہیں خرابوں کی طرحnasha hai terī nigāhoñ meñ sharāboñ kī tarahlog sarshār haiñ be ḳhud haiñ ḳharāboñ kī tarah
- ہم نے دیکھے تھے کبھی خواب سہانے کیا کیایاد آتے ہیں وہی گزرے زمانے کیا کیاham ne dekhe the kabhī ḳhvāb suhāne kyā kiyāyād āte haiñ vahī guzre zamāne kyā kiyā
- ہمیں تو خوابوں کی وادیوں میں حیات کو ہے تمام کرناتمہاری یادوں میں صبح کرنا تمہاری یادوں میں شام کرناhameñ to ḳhvāboñ kī vādiyoñ meñ hayāt ko hai tamām karnātumhārī yādoñ meñ sub.h karnā tumhārī yādoñ meñ shām karnā
- اب کے برس پھاگن میں کسی سے ایسی کھیلی ہولی سکھیپریت کے پکے رنگ سے جس نے رنگ دی من کی چولی سکھیab ke baras phāgan meñ kisī se aisī khelī holī sakhīprīt ke pake rang se jis ne rang dī man kī cholī sakhī
- جب مرے نام ترے پیار کا خط آتا ہےچند لمحوں کو غم ہجر بھی مٹ جاتا ہےjab mire nām tire pyār kā ḳhat ātā haichand lamhoñ ko ġham-e-hijr bhī miṭ jātā hai
- لو پھر افق پہ آیا نظر عید کا ہلالپھر یاد آیا مجھ کو کوئی پیکر جمالlo phir ufuq pe āyā nazar e.id kā hilālphir yād āyā mujh ko koī paikar-e-jamāl