Poet
Yasmeen Habeeb
Poems
- آتے رہتے ہیں فلک سے بھی اشارے کچھ نہ کچھبات کر لیتے ہیں ہم سے چاند تارے کچھ نہ کچھāte rahte haiñ falak se bhī ishāre kuchh na kuchhbāt kar lete haiñ ham se chānd tāre kuchh na kuchh
- ابھی گزرے دنوں کی کچھ صدائیں شور کرتی ہیںدریچے بند رہنے دو، ہوائیں شور کرتی ہیںabhī guzre dinoñ kī kuchh sadā.eñ shor kartī haiñdarīche band rahne do, havā.eñ shor kartī haiñ
- اک دل میں تھا اک سامنے دریا اسے کہناممکن تھا کہاں پار اترنا اسے کہناik dil meñ thā ik sāmne dariyā use kahnāmumkin thā kahāñ pār utarnā use kahnā
- تمہارے وصل کا بس انتظار باقی ہےمیں رنگ رنگ ہوں لیکن سنگھار باقی ہےtumhāre vasl kā bas intizār bāqī haimaiñ rang rang hūñ lekin singhār bāqī hai
- جنہیں نگاہ اٹھانے میں بھی زمانے لگےوہ جا بجا مری تصویر کیوں سجانے لگےjinheñ nigāh uṭhāne meñ bhī zamāne lagevo jā bajā mirī tasvīr kyūñ sajāne lage
- جو چلا گیا سو چلا گیا جو ہے پاس اس کا خیال رکھجو لٹا دیا اسے بھول جا جو بچا ہے اس کو سنبھال رکھjo chalā gayā so chalā gayā jo hai pās us kā ḳhayāl rakhjo luṭā diyā use bhūl jā jo bachā hai us ko sambhāl rakh
- کسی کشش کے کسی سلسلے کا ہونا تھاہمیں بھی آخرش اک دائرے کا ہونا تھاkisī kashish ke kisī silsile kā honā thāhameñ bhī āḳhirash ik dā.ire kā honā thā
- کسی کے ساتھ کیا نسبت ہوئی تھیمیں اپنے آپ سے رخصت ہوئی تھیkisī ke sāth kyā nisbat huī thīmaiñ apne āp se ruḳhsat huī thī
- لمس تشنہ لبی سے گزری ہےرات کس جاں کنی سے گزری ہےlams tishna labī se guzrī hairāt kis jāñ kinī se guzrī hai
- مجھ کو اتار حرف میں جان غزل بنا مجھےمیری ہی بات مجھ سے کر میرا کہا سنا مجھےmujh ko utār harf meñ jān-e-ġhazal banā mujhemerī hī bāt mujh se kar merā kahā sunā mujhe
- وقت بس رینگتا ہے عمر کے ساتھتارہ تارہ گنا ہے عمر کے ساتھvaqt bas reñgtā hai umr ke sāthtāra tāra ginā hai umr ke sāth
- وہ زخم پھر سے ہرا ہے نشاں نہ تھا جس کاہوئی ہے رات وہ بارش گماں نہ تھا جس کاvo zaḳhm phir se harā hai nishāñ na thā jis kāhuī hai rāt vo bārish gumāñ na thā jis kā
- یہ کمرہ اور یہ گرد و غبار اس کا ہےوہ جس نے آنا نہیں انتظار اس کا ہےye kamra aur ye gard-o-ġhubār us kā haivo jis ne ānā nahīñ intizār us kā hai