Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Tahir Adeem

b. 1973

Poems

Meter
  1. ānkhoñ meñ hai kaisā pānī band hai kyūñ āvāzapne dil se pūchho jānāñ merī chup kā rāz
  2. asīr-e-bahr-o-bar koī nahīñ haijahāñ meñ muḳhtasar koī nahīñ hai
  3. iqrār kā matlab ho ke inkār ke ma.anīkoī to ho samjhe mirī guftār ke ma.anī
  4. ik pal jītā hai to tāhir ik pal martā rahtā haimerā dil sīne ke andar mātam kartā rahtā hai
  5. bujh rahī hai ānkh ye jism hai jumūd meñai makīn shahr-e-dil ā mirī hudūd meñ
  6. balā javāz nahīñ hai ġhurūr ānkhoñ meñbasā huā hai koī to zarūr ānkhoñ meñ
  7. terī chāhat meñ mar ke dekhūñgākām ye bhī maiñ kar ke dekhūñgā
  8. jo tirī bandagī se miltā hailutf vo kam kisī se miltā hai
  9. chāndnī kā hai badan yā hai badan meñ chāndnījab utartā hai utartī hai chaman meñ chāndnī
  10. raushnī kar de sar ba sar maulāus kī ānkhoñ meñ nūr bhar maulā
  11. shabāb mausam hare chaman meñ utārnā haikamāl jitnā bhī hai suḳhan meñ utārnā hai
  12. kisī ḳhāmosh chehre par vo itmīnān kā manzarjigar ko kāṭṭā hai ab bhī qabristān kā manzar
  13. gir ke bistar pe ro rahā hogāvo bhī takiya bhigo rahā hogā
  14. mujhe vo chhoṛ kar jab se gayā hai intihā hairag-o-pe meñ fazā-e-karbalā hai intihā hai
  15. musībat sar se ṭaltī jā rahī haihamārī umr ḍhaltī jā rahī hai
  16. maujūdgī kā us kī yahāñ etirāf karai ka.aba-e-jahāñ mire dil kā tavāf kar
  17. na dīvāreñ haiñ aur na dar purānāabhī tak phir bhī hai ye ghar purānā
  18. vo dard vo vafā vo mohabbat tamām shudle dil meñ tere qurb kī hasrat tamām shud
  19. har ek rasta-e-pāyāb se nikalnā haisarāb umr ke har bāb se nikalnā hai
  20. ye muskurāte tamām sā.e hue parā.e to kyā karogehavā ne jab bhī mire badan ke diye bujhā.e to kyā karoge