Poet
Tahir Adeem
b. 1973
Poems
- آنکھوں میں ہے کیسا پانی بند ہے کیوں آوازاپنے دل سے پوچھو جاناں میری چپ کا رازānkhoñ meñ hai kaisā pānī band hai kyūñ āvāzapne dil se pūchho jānāñ merī chup kā rāz
- اسیر بحر و بر کوئی نہیں ہےجہاں میں مختصر کوئی نہیں ہےasīr-e-bahr-o-bar koī nahīñ haijahāñ meñ muḳhtasar koī nahīñ hai
- اقرار کا مطلب ہو کہ انکار کے معنیکوئی تو ہو سمجھے مری گفتار کے معنیiqrār kā matlab ho ke inkār ke ma.anīkoī to ho samjhe mirī guftār ke ma.anī
- اک پل جیتا ہے تو طاہرؔ اک پل مرتا رہتا ہےمیرا دل سینے کے اندر ماتم کرتا رہتا ہےik pal jītā hai to tāhir ik pal martā rahtā haimerā dil sīne ke andar mātam kartā rahtā hai
- بجھ رہی ہے آنکھ یہ جسم ہے جمود میںاے مکین شہر دل آ مری حدود میںbujh rahī hai ānkh ye jism hai jumūd meñai makīn shahr-e-dil ā mirī hudūd meñ
- بلا جواز نہیں ہے غرور آنکھوں میںبسا ہوا ہے کوئی تو ضرور آنکھوں میںbalā javāz nahīñ hai ġhurūr ānkhoñ meñbasā huā hai koī to zarūr ānkhoñ meñ
- تیری چاہت میں مر کے دیکھوں گاکام یہ بھی میں کر کے دیکھوں گاterī chāhat meñ mar ke dekhūñgākām ye bhī maiñ kar ke dekhūñgā
- جو تری بندگی سے ملتا ہےلطف وہ کم کسی سے ملتا ہےjo tirī bandagī se miltā hailutf vo kam kisī se miltā hai
- چاندنی کا ہے بدن یا ہے بدن میں چاندنیجب اترتا ہے اترتی ہے چمن میں چاندنیchāndnī kā hai badan yā hai badan meñ chāndnījab utartā hai utartī hai chaman meñ chāndnī
- روشنی کر دے سر بہ سر مولااس کی آنکھوں میں نور بھر مولاraushnī kar de sar ba sar maulāus kī ānkhoñ meñ nūr bhar maulā
- شباب موسم ہرے چمن میں اتارنا ہےکمال جتنا بھی ہے سخن میں اتارنا ہےshabāb mausam hare chaman meñ utārnā haikamāl jitnā bhī hai suḳhan meñ utārnā hai
- کسی خاموش چہرے پر وہ اطمینان کا منظرجگر کو کاٹتا ہے اب بھی قبرستان کا منظرkisī ḳhāmosh chehre par vo itmīnān kā manzarjigar ko kāṭṭā hai ab bhī qabristān kā manzar
- گر کے بستر پہ رو رہا ہوگاوہ بھی تکیہ بھگو رہا ہوگاgir ke bistar pe ro rahā hogāvo bhī takiya bhigo rahā hogā
- مجھے وہ چھوڑ کر جب سے گیا ہے انتہا ہےرگ و پے میں فضائے کربلا ہے انتہا ہےmujhe vo chhoṛ kar jab se gayā hai intihā hairag-o-pe meñ fazā-e-karbalā hai intihā hai
- مصیبت سر سے ٹلتی جا رہی ہےہماری عمر ڈھلتی جا رہی ہےmusībat sar se ṭaltī jā rahī haihamārī umr ḍhaltī jā rahī hai
- موجودگی کا اس کی یہاں اعتراف کراے کعبۂ جہاں مرے دل کا طواف کرmaujūdgī kā us kī yahāñ etirāf karai ka.aba-e-jahāñ mire dil kā tavāf kar
- نہ دیواریں ہیں اور نہ در پراناابھی تک پھر بھی ہے یہ گھر پراناna dīvāreñ haiñ aur na dar purānāabhī tak phir bhī hai ye ghar purānā
- وہ درد وہ وفا وہ محبت تمام شدلے دل میں تیرے قرب کی حسرت تمام شدvo dard vo vafā vo mohabbat tamām shudle dil meñ tere qurb kī hasrat tamām shud
- ہر ایک رستۂ پایاب سے نکلنا ہےسراب عمر کے ہر باب سے نکلنا ہےhar ek rasta-e-pāyāb se nikalnā haisarāb umr ke har bāb se nikalnā hai
- یہ مسکراتے تمام سائے ہوئے پرائے تو کیا کرو گےہوا نے جب بھی مرے بدن کے دیے بجھائے تو کیا کرو گےye muskurāte tamām sā.e hue parā.e to kyā karogehavā ne jab bhī mire badan ke diye bujhā.e to kyā karoge