Poet
سید محمد عبد الغفور شہباز
Poems
- انجام خوشی کا دنیا میں سچ کہتے ہو غم ہوتا ہےثابت ہے گل اور شبنم سے جو ہنستا ہے وہ روتا ہےanjām ḳhushī kā duniyā meñ sach kahte ho ġham hotā haisābit hai gul aur shabnam se jo hañstā hai vo rotā hai
- بوند اشکوں سے اگر لطف روانی مانگےبلبلہ آنکھوں سے خونابہ فشانی مانگےbūnd ashkoñ se agar lutf-e-ravānī māñgebalbila ānkhoñ se ḳhonāba fishānī māñge
- نہ اپنا باقی یہ تن رہے گا نہ تن میں تاب و تواں رہے گیاگر جدائی میں جاں رہے گی تمہیں بتاؤ کہاں رہے گیna apnā bāqī ye tan rahegā na tan meñ tāb-o-tavāñ rahegīagar judā.ī meñ jāñ rahegī tumheñ batā.o kahāñ rahegī
- ہے عشق تو پھر اثر بھی ہوگاجتنا ہے ادھر ادھر بھی ہوگاhai ishq to phir asar bhī hogājitnā hai idhar idhar bhī hogā
- تعلیم کی میزان میں ہیں تلتے جاتےہیں جوہر طبع روز کھلتے جاتےta.alīm kī mīzān meñ haiñ talte jātehaiñ jauhar tab.a roz khulte jāte
- دولت کے بھروسے پہ نہ ہونا غافلبہتر نہیں اوقات کا کھونا غافلdaulat ke bharose pe na honā ġhāfilbehtar nahīñ auqāt kā khonā ġhāfil
- غیرت میں سیاست میں شجاعت میں ہو مردہمت میں مروت میں عبادت میں ہو مردġhairat meñ siyāsat meñ shujā.at meñ ho mardhimmat meñ muravvat meñ ibādat meñ ho mard
- کہتے ہو کہ کر لیں گے ہم اس کام کو کلایسا نہ ہو کہ کل بھی ہاتھ سے جائے نکلkahte ho ke kar leñge ham is kām ko kalaisā na ho ke kal bhī hāth se jā.e nikal
- لازم نہیں اس دولت فانی پہ دماغکر شکر جو حاصل ہے ترے دل کو فراغlāzim nahīñ is daulat fānī pe dimāġhkar shukr jo hāsil hai tire dil ko farāġh
- مرغوب ہو گر تم کو عمومی شاباشہر طرح کرو دولت دنیا کی تلاشmarġhūb ho gar tum ko umūmī shābāshhar tarah karo daulat duniyā kī talāsh
- ہے جس کی سرشت میں سفاہت کا میللے جائے بہا کے گرچہ تعلیم کا سیلhai jis kī sarisht meñ safāhat kā melle jā.e bahā ke garche ta.alīm kā sail
- اخلاق کے عنصر ہوں اگر اصل مزاججو قوم ہو کبھی نہ محتاج علاجaḳhlāq ke unsar hūñ agar asl mizājjo qaum ho kabhī na mohtāj ilāj
- اس سے کہ کہیں کے شاہ ہو سکتے ہمیا اس سے کہ کج کلاہ ہو سکتے ہمus se ke kahīñ ke shāh ho sakte hamyā us se ke kaj kulāh ho sakte ham
- ایرانی فصاحت اور حجازی غیرتیونانی بلاغت اور رومی حکمتīrānī fasāhat aur hijāzī ġhairatyūnānī balāġhat aur rūmī hikmat
- پاتا نہیں موت پر کوئی شخص ظفرممکن ہی نہیں اس سے کسی طرح مفرpātā nahīñ maut par koī shaḳhs zafarmumkin hī nahīñ us se kisī tarah mafar
- تن عیش کا گھر ہے اس کا اسباب ہے روحمینا ہے یہ اور بادۂ ناب ہے روحtan aish kā ghar hai us kā asbāb hai rūhmīnā hai ye aur bāda-e-nāb hai rūh
- جس علم سے اچھوں کی ہو خوبی ظاہرہو اس سے رذیلوں کی برائی ظاہرjis ilm se achchhoñ kī ho ḳhūbī zāhirho us se razīloñ kī burā.ī zāhir
- دولت نہیں جب تک یہ زبوں رہتے ہیںمحراب دعا میں سرنگوں رہتے ہیںdaulat nahīñ jab tak ye zabūñ rahte haiñmehrāb-e-duā meñ sarnigūñ rahte haiñ
- یہ بات عجیب نگاہ میں آئی ہےہر طرح سے جو خیال کو بھائی ہےye bāt ajīb nigāh meñ ā.ī haihar tarah se jo ḳhayāl ko bhā.ī hai
- کہاں نصیب زمرد کو سرخ روئی یہسمجھ میں لعل کی اب تک حنا نہیں آئیkahāñ nasīb zamurrad ko surḳh roī yesamajh meñ la.al kī ab tak hinā nahīñ ā.ī