Poet
سید محمد عبد الغفور شہباز
Poems
- اخلاق کے عنصر ہوں اگر اصل مزاججو قوم ہو کبھی نہ محتاج علاجaḳhlāq ke unsar hūñ agar asl mizājjo qaum ho kabhī na mohtāj ilāj
- اس سے کہ کہیں کے شاہ ہو سکتے ہمیا اس سے کہ کج کلاہ ہو سکتے ہمus se ke kahīñ ke shāh ho sakte hamyā us se ke kaj kulāh ho sakte ham
- ایرانی فصاحت اور حجازی غیرتیونانی بلاغت اور رومی حکمتīrānī fasāhat aur hijāzī ġhairatyūnānī balāġhat aur rūmī hikmat
- پاتا نہیں موت پر کوئی شخص ظفرممکن ہی نہیں اس سے کسی طرح مفرpātā nahīñ maut par koī shaḳhs zafarmumkin hī nahīñ us se kisī tarah mafar
- تن عیش کا گھر ہے اس کا اسباب ہے روحمینا ہے یہ اور بادۂ ناب ہے روحtan aish kā ghar hai us kā asbāb hai rūhmīnā hai ye aur bāda-e-nāb hai rūh
- جس علم سے اچھوں کی ہو خوبی ظاہرہو اس سے رذیلوں کی برائی ظاہرjis ilm se achchhoñ kī ho ḳhūbī zāhirho us se razīloñ kī burā.ī zāhir
- دولت نہیں جب تک یہ زبوں رہتے ہیںمحراب دعا میں سرنگوں رہتے ہیںdaulat nahīñ jab tak ye zabūñ rahte haiñmehrāb-e-duā meñ sarnigūñ rahte haiñ
- یہ بات عجیب نگاہ میں آئی ہےہر طرح سے جو خیال کو بھائی ہےye bāt ajīb nigāh meñ ā.ī haihar tarah se jo ḳhayāl ko bhā.ī hai