Poet
Qamar Hilali
قمر ہلالیPoems
- آئی ہے اس بت کافر پہ طبیعت اپنیبخت اپنے ہیں نصیب اپنے ہیں قسمت اپنیā.ī hai us but-e-kāfir pe tabī.at apnībaḳht apne haiñ nasīb apne haiñ qismat apnī
- آئی ہے پھر بہار کیا کہناچشم ہیں اشک بار کیا کہناā.ī hai phir bahār kyā kahnāchashm haiñ ashk bār kyā kahnā
- اب تو زندہ ہوئے ہیں ہم مر کےآئیے دیکھ لیں نظر بھر کےab to zinda hue haiñ ham mar keā.iye dekh leñ nazar bhar ke
- تاب کو آفتاب میں دیکھاآب موج سراب میں دیکھاtāb ko āftāb meñ dekhāāb mauj-e-sarāb meñ dekhā
- تری صورت میں وہ جلوہ دکھا کررکھا ہے مجھ کو دیوانہ بنا کرtirī sūrat meñ vo jalva dikhā karrakhā hai mujh ko dīvāna banā kar
- جب سے ان سے اپنا یارانہ ہوااپنا دل اپنوں سے بیگانہ ہواjab se un se apnā yārāna huāapnā dil apnoñ se begāna huā
- جبکہ وہ جان جہاں بد مست خواب آیا نظرزاہد صد سالہ مسجد میں خراب آیا نظرjabke vo jān-e-jahāñ bad mast ḳhvāb āyā nazarzāhid-e-sad sāla masjid meñ ḳharāb āyā nazar
- دنیا کو تو ہے گلشن و گل زار سے مطلباور مجھ کو فقط یار کے دیدار سے مطلبduniyā ko to hai gulshan-o-gul zār se matlabaur mujh ko faqat yār ke dīdār se matlab
- کشتۂ ناز دل ربا ہیں ہمزخمیٔ خنجر ادا ہیں ہمkushta-e-nāz-e-dil rubā haiñ hamzaḳhmī-e-ḳhanjar-e-adā haiñ ham
- مدت سے ہے ملنے کی تمنا مرے دل میںبلوائیے یا آئیے شاہا مرے دل میںmuddat se hai milne kī tamannā mire dil meñbalvāye yā ā.iye shāhā mire dil meñ
- نظر میں آ گئی جب سے جناب کی صورتبدل گئی دل خانہ خراب کی صورتnazar meñ ā ga.ī jab se janāb kī sūratbadal ga.ī dil ḳhāna ḳharāb kī sūrat
- نکلنے کو ہے دم میرا مگر ہے آرزو باقیملیں گے خاک میں لیکن رہے گی جستجو باقیnikalne ko hai dam merā magar hai ārzū bāqīmileñge ḳhāk meñ lekin rahegī justujū bāqī
- واہ کیا دھوم سے عاشق کا جنازہ نکلاسب کو دھوکا ہوا سمجھے کہ یہ دولہا نکلاvāh kyā dhūm se āshiq kā janāza niklāsab ko dhokā huā samjhe ke ye dolahā niklā
- وہ سر نہیں جس میں ترا سودا نہیں ہوتاآنکھیں نہیں جن میں ترا جلوہ نہیں ہوتاvo sar nahīñ jis meñ tirā saudā nahīñ hotāānkheñ nahīñ jin meñ tirā jalva nahīñ hotā