Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Nabi Bakhsh Nayab

نبی بخش نایاب

Poems

Meter
  1. ik kāfir maġhrūr dil ārām hai merākahte haiñ jise kufr vo islām hai merā
  2. ai ham nashīñ ḳhudā ke liye imtihāñ na kartū mere pās merī hikāyat bayāñ na kar
  3. parda meñ samt ġharb ke mahtāb bhī gayāāyā na yār pās mirā ḳhvāb bhī gayā
  4. tap-e-alam ko jigar meñ chhupā ke dekhte haiñham āg apne hī ghar ko lagā ke dekhte haiñ
  5. jis ko vo naqsh-e-pā nahīñ miltāzarra bhī ḳhāk kā nahīñ miltā
  6. dīvāñ vafūr-e-ġham se mirā rah gayā ġhalatmazmūñ ġhalat radīf ġhalat qāfiya ġhalat
  7. rahm kar zālim mirā hāl-e-pareshāñ dekh karkaun hañstā hai kisī ko ġham meñ giryāñ dekh kar
  8. sikhāyā aql ne barsoñ hameñ ilm-o-hunar sab kuchhjo sochā to junūñ hī thā junūñ se beshtar sab kuchh
  9. sunātā kyā maiñ use tāqat-e-bayān na thīkuchh aisī vaisī mohabbat kī dāstān na thī
  10. le gayā dil kaun merā so bashar ke sāmnekis kī sūrat phirtī hai yā rab nazar ke sāmne
  11. vahshī hūñ maiñ kyā shai hai bayābāñ mire āgemajnūñ hūñ maiñ kyā jeb-o-garebāñ mire āge
  12. hai ġhalat gar ishq hai yārī kā nāmāshiqī hai dil kī bīmārī kā nām