Poet
Nabi Bakhsh Nayab
نبی بخش نایابPoems
- اک کافر مغرور دل آرام ہے میراکہتے ہیں جسے کفر وہ اسلام ہے میراik kāfir maġhrūr dil ārām hai merākahte haiñ jise kufr vo islām hai merā
- اے ہم نشیں خدا کے لئے امتحاں نہ کرتو میرے پاس میری حکایت بیاں نہ کرai ham nashīñ ḳhudā ke liye imtihāñ na kartū mere pās merī hikāyat bayāñ na kar
- پردہ میں سمت غرب کے مہتاب بھی گیاآیا نہ یار پاس مرا خواب بھی گیاparda meñ samt ġharb ke mahtāb bhī gayāāyā na yār pās mirā ḳhvāb bhī gayā
- تپ الم کو جگر میں چھپا کے دیکھتے ہیںہم آگ اپنے ہی گھر کو لگا کے دیکھتے ہیںtap-e-alam ko jigar meñ chhupā ke dekhte haiñham āg apne hī ghar ko lagā ke dekhte haiñ
- جس کو وہ نقش پا نہیں ملتاذرہ بھی خاک کا نہیں ملتاjis ko vo naqsh-e-pā nahīñ miltāzarra bhī ḳhāk kā nahīñ miltā
- دیواں وفور غم سے مرا رہ گیا غلطمضموں غلط ردیف غلط قافیہ غلطdīvāñ vafūr-e-ġham se mirā rah gayā ġhalatmazmūñ ġhalat radīf ġhalat qāfiya ġhalat
- رحم کر ظالم مرا حال پریشاں دیکھ کرکون ہنستا ہے کسی کو غم میں گریاں دیکھ کرrahm kar zālim mirā hāl-e-pareshāñ dekh karkaun hañstā hai kisī ko ġham meñ giryāñ dekh kar
- سکھایا عقل نے برسوں ہمیں علم و ہنر سب کچھجو سوچا تو جنوں ہی تھا جنوں سے بیشتر سب کچھsikhāyā aql ne barsoñ hameñ ilm-o-hunar sab kuchhjo sochā to junūñ hī thā junūñ se beshtar sab kuchh
- سناتا کیا میں اسے طاقت بیان نہ تھیکچھ ایسی ویسی محبت کی داستان نہ تھیsunātā kyā maiñ use tāqat-e-bayān na thīkuchh aisī vaisī mohabbat kī dāstān na thī
- لے گیا دل کون میرا سو بشر کے سامنےکس کی صورت پھرتی ہے یا رب نظر کے سامنےle gayā dil kaun merā so bashar ke sāmnekis kī sūrat phirtī hai yā rab nazar ke sāmne
- وحشی ہوں میں کیا شے ہے بیاباں مرے آگےمجنوں ہوں میں کیا جیب و گریباں مرے آگےvahshī hūñ maiñ kyā shai hai bayābāñ mire āgemajnūñ hūñ maiñ kyā jeb-o-garebāñ mire āge
- ہے غلط گر عشق ہے یاری کا نامعاشقی ہے دل کی بیماری کا نامhai ġhalat gar ishq hai yārī kā nāmāshiqī hai dil kī bīmārī kā nām