Poet
مرزا سلامت علی دبیر
Poems
- آفاق سے استاد یگانہ اٹھامضموں کے جواہر کا خزانہ اٹھاāfāq se ustād yagāna uṭhāmazmūñ ke javāhir kā ḳhazāna uṭhā
- ادنیٰ سے جو سر جھکائے اعلیٰ وہ ہےجو خلق سے بہرہ ور ہے دریا وہ ہےadnā se jo sar jhukā.e a.alā vo haijo ḳhalq se bahra var hai dariyā vo hai
- اس بزم کو جنت سے جو خوش پاتے ہیںرضواں لیے گلدستہ نور آتے ہیںis bazm ko jannat se jo ḳhush pāte haiñrizvāñ liye guldasta nūr āte haiñ
- اس بزم میں ارباب شعور آئے ہیںیہ شیعہ ہیں یا آیۂ نور آئے ہیںis bazm meñ arbāb-e-shuūr ā.e haiñye shī.a haiñ yā āya-e-nūr ā.e haiñ
- اعدا کو ادھر حرام کا مال ملاحرؔ کو اسداللہ کا ادھر لال ملاa.adā ko idhar harām kā māl milāhar ko asadālla kā idhar lāl milā
- پھر چرخ پر آسمان پیر آیا ہےہر کوچہ میں وقت دار و گیر آیا ہےphir charḳh par āsmān pīr āyā haihar kūcha meñ vaqt dār-o-gīr āyā hai
- درگاہ علم دار سے بہبودی ہےبیماری کو واں شفائے خوشنودی ہےdargāh-e-alam dār se behbūdī haibīmārī ko vāñ shifā-e-ḳhushnūdī hai
- فرمان علی لوح و قلم تک پہنچافضل ان کا ہر ایک غم میں ہم تک پہنچاfarmān alī lauh-o-qalam tak pahuñchāfazl un kā har ek ġham meñ ham tak pahuñchā
- مشہور جہاں ہے داستان شیریںشیریں نے فدا کی شہ پہ جان شیریںmashhūr jahāñ hai dāstān-e-shīrīñshīrīñ ne fidā kī shah pe jān-e-shīrīñ
- ہم شان نجف نہ عرش انور ٹھہرامیزان میں یہ بھاری وہ سبک تر ٹھہراham shān najaf na arsh anvar ṭhahrāmīzān meñ ye bhārī vo subuk tar ṭhahrā
- آہوں سے عیاں برق فشانی ہو جائےغل رعد کا نالوں کی زبانی ہو جائےāhoñ se ayāñ barq fishānī ho jā.eġhul ra.ad kā nāloñ kī zabānī ho jā.e
- اس در پہ ہر ایک شادماں رہتا ہےخنداں گل امید یہاں رہتا ہےus dar pe har ek shādmāñ rahtā haiḳhandāñ gul ummīd yahāñ rahtā hai
- اے خضر کے رہبر مجھے گمراہ نہ کرممنوں گدا دلوں کا یا شاہ نہ کرai ḳhizar ke rahbar mujhe gumrāh na karmamnūñ gadā diloñ kā yā shāh na kar
- پروانے کو دھن شمع کو لو تیری ہےعالم میں ہر ایک کو تگ و دو تیری ہےparvāne ko dhun sham.a ko lo terī haiālam meñ har ek ko tag-o-do terī hai
- صغریٰ کا مرض کم نہ ہوا درماں سےآخر ہوئی بیمار تپ ہجراں سے
- کیا قامت احمد نے ضیا پائی ہےچہرے میں عجب نور کی زیبائی ہےkyā qāmat ahmad ne ziyā pā.ī haichehre meñ ajab nūr kī zebā.ī hai
- ہر چشم سے چشمے کی روانی ہو جائےپھر تازہ مری مرثیہ خوانی ہو جائےhar chashm se chashme kī ravānī ho jā.ephir tāza mirī marsiya ḳhvānī ho jā.e
- ہے رزم سراپا تو زباں اور ہی ہےاور بین کے مابین بیاں اور ہی ہےhai razm sarāpā to zabāñ aur hī haiaur bain ke mābain bayāñ aur hī hai
- یا شاہ نجف تھام لو اس کشور کوآباد رکھو اہل عزا کے گھر کوyā shāh-e-najaf thām lo is kishvar koābād rakho ahl-e-azā ke ghar ko
- بلقیس پاسباں ہے یہ کس کی جناب ہےمریم درود خواں ہے یہ کس کی جناب ہےbalqais-e-pāsbāñ hai ye kis kī janāb haimaryam durūd ḳhvāñ hai ye kis kī janāb hai
- پیدا شعاع مہر کی مقراض جب ہوئیپنہاں درازیٔ پر طاؤس شب ہوئیpaidā shuā-e-mehr kī miqrāz jab huīpinhāñ darāzī-e-pur-e-tā.us shab huī
- جب سرنگوں ہوا علم کہکشان شبخورشید کے نشاں نے مٹایا نشان شبjab sarnigūñ huā ilm kahkashān shabḳhurshīd ke nishāñ ne miṭāyā nishān-e-shab
- روشن کیا جو حق نے چراغ انتقام کادل صر صر فنا سے بجھا اہل شام کاraushan kiyā jo haq ne charāġh intiqām kādil sar sar fanā se bujhā ahl-e-shām kā
- کس شیر کی آمد ہے کہ رن کانپ رہا ہےرستم کا جگر زیر کفن کانپ رہا ہےkis sher kī āmad hai ke ran kāñp rahā hairustam kā jigar zer-e-kafan kāñp rahā hai