Poet
مرزا سلامت علی دبیر
Poems
- آہوں سے عیاں برق فشانی ہو جائےغل رعد کا نالوں کی زبانی ہو جائےāhoñ se ayāñ barq fishānī ho jā.eġhul ra.ad kā nāloñ kī zabānī ho jā.e
- اس در پہ ہر ایک شادماں رہتا ہےخنداں گل امید یہاں رہتا ہےus dar pe har ek shādmāñ rahtā haiḳhandāñ gul ummīd yahāñ rahtā hai
- اے خضر کے رہبر مجھے گمراہ نہ کرممنوں گدا دلوں کا یا شاہ نہ کرai ḳhizar ke rahbar mujhe gumrāh na karmamnūñ gadā diloñ kā yā shāh na kar
- پروانے کو دھن شمع کو لو تیری ہےعالم میں ہر ایک کو تگ و دو تیری ہےparvāne ko dhun sham.a ko lo terī haiālam meñ har ek ko tag-o-do terī hai
- صغریٰ کا مرض کم نہ ہوا درماں سےآخر ہوئی بیمار تپ ہجراں سے
- کیا قامت احمد نے ضیا پائی ہےچہرے میں عجب نور کی زیبائی ہےkyā qāmat ahmad ne ziyā pā.ī haichehre meñ ajab nūr kī zebā.ī hai
- ہر چشم سے چشمے کی روانی ہو جائےپھر تازہ مری مرثیہ خوانی ہو جائےhar chashm se chashme kī ravānī ho jā.ephir tāza mirī marsiya ḳhvānī ho jā.e
- ہے رزم سراپا تو زباں اور ہی ہےاور بین کے مابین بیاں اور ہی ہےhai razm sarāpā to zabāñ aur hī haiaur bain ke mābain bayāñ aur hī hai
- یا شاہ نجف تھام لو اس کشور کوآباد رکھو اہل عزا کے گھر کوyā shāh-e-najaf thām lo is kishvar koābād rakho ahl-e-azā ke ghar ko