Poet
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
مہاراجہ سر کشن پرشاد1864–1940
Poems
- آنا ہو تو آ جاؤ بہانا نہیں اچھاہر روز کا مجھ کو یہ ستانا نہیں اچھاānā ho to ā jā.o bahānā nahīñ achchhāhar roz kā mujh ko ye satānā nahīñ achchhā
- اب دماغ و دل میں وہ قوت نہیں وہ دل نہیںشادؔ اب اشعار میرے در خور محفل نہیںab dimāġh-o-dil meñ vo quvvat nahīñ vo dil nahīñshād ab ash.ār mere dar-e-ḳhur mahfil nahīñ
- اس بت کی محبت میں آخر یہی کرنا تھااپنے سے گزرنا تھا سو جان سے مرنا تھاus but kī mohabbat meñ āḳhir yahī karnā thāapne se guzarnā thā sau jān se marnā thā
- اس نے کہا کعبہ ترا میں نے کہا چہرا ترااس نے کہا چہرا ترا میں نے کہا جلوا تراus ne kahā ka.aba tirā maiñ ne kahā chehrā tirāus ne kahā chehrā tirā maiñ ne kahā jalvā tirā
- اے عشق فتنہ ساماں کر دے تو حشر برپاکیا یہ نہیں قیامت عالم ہے تیرا شیداai ishq-e-fitna sāmāñ kar de to hashr barpākyā ye nahīñ qayāmat ālam hai terā shaidā
- بادۂ خم خانۂ توحید کا مے نوش ہوںچور ہوں مستی میں ایسا بے خود و مدہوش ہوںbāda-e-ḳham ḳhāna-e-tauhīd kā mai nosh hūñchūr hūñ mastī meñ aisā be ḳhud-o-mad.hosh hūñ
- تا چند اس کے جور کے صدمے اٹھائے دلپتھر نہیں ہے سینے میں جو تاب لائے دلtā chand us ke jaur ke sadme uṭhā.e dilpatthar nahīñ hai sīne meñ jo tāb lā.e dil
- جام مئے الست سے سرشار ہو گئےیعنی رہین خانۂ خمار ہو گئےjām-e-mai alast se sarshār ho ga.eya.anī rahīn-e-ḳhāna-e-ḳhumār ho ga.e
- جب رہا ہو جاؤں گا میں رنج و غم کے دام سےتب کہوں گا اب گزرتی ہے بڑے آرام سےjab rahā ho jā.ūñgā meñ ranj-o-ġham ke dām setab kahūñgā ab guzartī hai baṛe ārām se
- خم دار اور گیسوئے خم دار ہو گیاابروئے یار کا یہ طرف دار ہو گیاḳham dār aur gesū-e-ḳham dār ho gayāabrū-e-yār kā ye taraf dār ho gayā
- صبح کو نکلا تھا گرچہ کر و فر سے آفتابمنہ پھرایا ہو خجل اس عشوہ گر سے آفتابsub.h ko niklā thā garche kar-o-far se āftābmuñh pharāyā ho ḳhajil is ishva gar se āftāb
- فکر اسباب طرب غم کے مقابل ہو گیاکلفت صبر آزما کیوں کر مرا دل ہو گیاfikr-e-asbāb-e-tarab ġham ke muqābil ho gayākulfat-e-sabr āzmā kyūñ kar mirā dil ho gayā
- فنا کہتے ہیں کس کو موت سے پہلے ہی مر جانابقا ہے نام کس کا اپنی ہستی سے گزر جاناfanā kahte haiñ kis ko maut se pahle hī mar jānābaqā hai nām kis kā apnī hastī se guzar jānā
- کثرت تماشا کو وحدت آشنا پایاہستیٔ فنا میں بھی جلوۂ بقا پایاkasrat-e-tamāshā ko vahdat āshnā pāyāhastī-e-fanā meñ bhī jalva-e-baqā pāyā
- کہوں کس سے بجز تیرے خدایا آرزو دل کیمراد اپنی ہمیشہ تجھ سے ہی بس میں نے حاصل کیkahūñ kis se bajuz tere ḳhudāyā ārzū dil kīmurād apnī hamesha tujh se hī bas maiñ ne hāsil kī
- لطف اب آئے نہ کیوں انجمن آرائی کاذرے ذرے میں ہے جلوہ تری یکتائی کاlutf ab ā.e na kyūñ anjuman ārā.ī kāzarre zarre meñ hai jalva tirī yaktā.ī kā
- مجھ کو اپنی خودی سے نفرت ہےاپنی ہستی سے ہی عداوت ہےmujh ko apnī ḳhudī se nafrat haiapnī hastī se hī adāvat hai
- محفل میں تیرے کون تھا جو شادماں نہ تھاسب تھے شریک بزم مگر میں وہاں نہ تھاmahfil meñ tere kaun thā jo shādmāñ na thāsab the sharīk-e-bazm magar maiñ vahāñ na thā
- مضمر ہے بقا ہستئ عالم کی فنا میںاک جلوۂ وحدت بھی ہے کثرت کی فضا میںmuzmar hai baqā hastī-e-ālam kī fanā meñik jalva-e-vahdat bhī hai kasrat kī fazā meñ
- موجود جو ساقی ہے تو پھر کیا نہیں ملتاہم اس کے ہیں کیا ساغر و مینا نہیں ملتاmaujūd jo sāqī hai to phir kyā nahīñ miltāham us ke haiñ kyā sāġhar-o-mīnā nahīñ miltā
- میں سمجھتا ہوں تجھے میری وفا یاد نہیںتو سمجھتا ہے مجھے تیری جفا یاد نہیںmaiñ samajhtā hūñ tujhe merī vafā yād nahīñtū samajhtā hai mujhe terī jafā yād nahīñ
- ہٹ دھرمی کی کہوں کہ میں ایمان کی کہوںاپنا کروں بیاں کہ تری شان کی کہوںhaṭ dharmī kī kahūñ ke maiñ īmān kī kahūñapnā karūñ bayāñ ke tirī shān kī kahūñ