Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Lutf-ur-rahman

b. 1941

Poems

Meter
  1. āj tak bahkā nahīñ bāhar se dīvāna tirāhausle merī nigāhoñ ke haiñ paimāna tirā
  2. itnā chup chāp ta.alluq pe zavāl āyā thādil hī royā thā na chehre pe malāl āyā thā
  3. bahut mazā thā uṛān meñ bhīyaqīñ thā raushan gumān meñ bhī
  4. tū hī is shahr meñ hai ek shanāsā merīab kahīñ le ke mujhe chal shab-e-tanhā merī
  5. jab dil meñ terī yād na ānkhoñ meñ nīnd thīaisī bhī ek rāt mujhe kāṭnī paṛī
  6. saṛak kī bhīṛ meñ jo kho gayā haivo tanhā shaḳhs ab tanhā huā hai
  7. sang tiflāñ kā hadaf jism hamārā niklāham to jis shahr ga.e shahr tumhārā niklā
  8. ibārat se varaq ārī rahegāmagar likhnā mirā jārī rahegā
  9. mujh meñ bahtī hai pāgal huā kaun sīkaun sī hai ye bād-e-sabā kaun sī
  10. maiñ apne āp ko āvāz de rahā hūñ abhīik ek harf mirī tishnagī kā zāmin hai
  11. maiñ ṭūṭṭā rahūñ aisī tirī razā to nahīñhavā-e-tund meñ shāmil tirī adā to nahīñ
  12. maiñ dūr ho ke bhī us se kabhī judā na huāke is ke ba.ad kisī kā bhī āshnā na huā
  13. nahīñ ye zid ke har ik dard to mirā le jājo ho sake to ye barsoñ kā rut jagā le jā
  14. ham ko kuchh yād nahīñ tere sivā bhūl ga.eapnī sūrat hī nahīñ apnī sadā bhūl ga.e
  15. yūñ nikaltī hai mirī bāt dahan se us kejaise barsoñ kā ta.āruf ho badan se us ke