Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Kaifi Sanbhali

Poems

  1. āzādī-e-zamīr-e-sitam gar ḳharīd līsar ne hamāre quvvat-e-ḳhanjar ḳharīd lī
  2. ab mire pās faqat ḍhāl hai talvār nahīñmaiñ zamīñ dār kā beṭā hūñ zamīñ dār nahīñ
  3. apne sab zaḳhmoñ pe ham soe the ānsū bāñdh karā ga.īñ purvā.iyāñ pairoñ meñ ghungrū bāñdh kar
  4. sambhāl qalb-o-jigar teġh uṭhā nazar na bachātirā gumāñ ye ġhalat hai ke koī sar na bachā
  5. sīne meñ is chubhe hue ḳhanjar kā shukriyahāñ shukriya azīz barādar kā shukriya
  6. shuūr-o-fikr kī gahrā.iyoñ se hār gayāmaiñ vo badan hūñ jo parchhā.iyoñ se hār gayā
  7. yūñ to kahne ko mire ḳhūn ke pyāse haiñ sabhīsar qalam kaun karegā ke nahte haiñ sabhī
  8. yūñ mausamoñ ke sāth bhī laṛnā zarūr thālekin shajar thā maiñ to ujaṛnā zarūr thā
  9. ye mat samajh ke chānd sitāroñ ke sāth hūñsūraj nahīñ hai ba.ad meñ jis ke vo rāt hūñ
  10. tāza ḳhabar milī haihathnī dulhan banī hai
  11. go ānkhoñ se mahrūm the mere bābāmagar qalb-e-raushan to thā pās un ke