Poet
Kaifi Sanbhali
Poems
- آزادیٔ ضمیر ستم گر خرید لیسر نے ہمارے قوت خنجر خرید لیāzādī-e-zamīr-e-sitam gar ḳharīd līsar ne hamāre quvvat-e-ḳhanjar ḳharīd lī
- اب مرے پاس فقط ڈھال ہے تلوار نہیںمیں زمیں دار کا بیٹا ہوں زمیں دار نہیںab mire pās faqat ḍhāl hai talvār nahīñmaiñ zamīñ dār kā beṭā hūñ zamīñ dār nahīñ
- اپنے سب زخموں پہ ہم سوئے تھے آنسو باندھ کرآ گئیں پروائیاں پیروں میں گھنگرو باندھ کرapne sab zaḳhmoñ pe ham soe the ānsū bāñdh karā ga.īñ purvā.iyāñ pairoñ meñ ghungrū bāñdh kar
- سنبھال قلب و جگر تیغ اٹھا نظر نہ بچاترا گماں یہ غلط ہے کہ کوئی سر نہ بچاsambhāl qalb-o-jigar teġh uṭhā nazar na bachātirā gumāñ ye ġhalat hai ke koī sar na bachā
- سینے میں اس چبھے ہوئے خنجر کا شکریہہاں شکریہ عزیز برادر کا شکریہsīne meñ is chubhe hue ḳhanjar kā shukriyahāñ shukriya azīz barādar kā shukriya
- شعور و فکر کی گہرائیوں سے ہار گیامیں وہ بدن ہوں جو پرچھائیوں سے ہار گیاshuūr-o-fikr kī gahrā.iyoñ se hār gayāmaiñ vo badan hūñ jo parchhā.iyoñ se hār gayā
- یوں تو کہنے کو مرے خون کے پیاسے ہیں سبھیسر قلم کون کرے گا کہ نہتے ہیں سبھیyūñ to kahne ko mire ḳhūn ke pyāse haiñ sabhīsar qalam kaun karegā ke nahte haiñ sabhī
- یوں موسموں کے ساتھ بھی لڑنا ضرور تھالیکن شجر تھا میں تو اجڑنا ضرور تھاyūñ mausamoñ ke sāth bhī laṛnā zarūr thālekin shajar thā maiñ to ujaṛnā zarūr thā
- یہ مت سمجھ کہ چاند ستاروں کے ساتھ ہوںسورج نہیں ہے بعد میں جس کے وہ رات ہوںye mat samajh ke chānd sitāroñ ke sāth hūñsūraj nahīñ hai ba.ad meñ jis ke vo rāt hūñ