Poet
Jahanzeb Sahir
b. 1983
Poems
- آسماں کھینچ کے دھرتی سے ملا سکتا ہےمیری جانب وہ کبھی ہاتھ بڑھا سکتا ہےāsmāñ khīñch ke dhartī se milā saktā haimerī jānib vo kabhī hāth baṛhā saktā hai
- بڑے خلوص سے اپنا بنا لیا تھا مجھےتمہارے ہجر نے زندہ بچا لیا تھا مجھےbaṛe ḳhulūs se apnā banā liyā thā mujhetumhāre hijr ne zinda bachā liyā thā mujhe
- تو میرے ساتھ ہتھیلی اٹھا نکل آئےکوئی دعا نہ سہی بد دعا نکل آئےtū mere sāth hathelī uṭhā nikal ā.ekoī duā na sahī bad duā nikal ā.e
- خوشی بھی کس نے کہا وجہ غم نہیں ہوتیبتا وہ شام جو شام الم نہیں ہوتیḳhushī bhī kis ne kahā vaj.h-e-ġham nahīñ hotībatā vo shām jo shām-e-alam nahīñ hotī
- رنگ سے رنگ ملاتا ہوا جاتا ہوا توکہکشاں ایک بناتا ہوا جاتا ہوا توrang se rang milātā huā jātā huā tokahkashāñ ek banātā huā jātā huā to
- فقیر موجی خراب حالوں کا کیا بنے گایہ عشق کرتی اداس نسلوں کا کیا بنے گاfaqīr maujī ḳharāb hāloñ kā kyā banegāye ishq kartī udās nasloñ kā kyā banegā
- کسی کے دکھ پہ اگر ہم ملال کرتے ہیںعجیب لوگ ہیں الٹا سوال کرتے ہیںkisī ke dukh pe agar ham malāl karte haiñajīb log haiñ ulṭā savāl karte haiñ
- کئی دنوں سے مروت نہیں ہوئی مجھ سےاسے بھی کوئی شکایت نہیں ہوئی مجھ سےka.ī dinoñ se muravvat nahīñ huī mujh seuse bhī koī shikāyat nahīñ huī mujh se
- لٹنے والوں کا مددگار نہیں ہے کوئیاس قبیلے کا بھی سردار نہیں ہے کوئیluṭne vāloñ kā madadgār nahīñ hai koīis qabīle kā bhī sardār nahīñ hai koī
- لگے ہوئے تھے سبھی شور ہی مچانے میںجبھی تو دیر لگی آگ کو بجھانے میںlage hue the sabhī shor hī machāne meñjabhī to der lagī āg ko bujhāne meñ
- لمحوں میں ایک عمر کی محنت خراب کیاس دھوپ نے مکان کی رنگت خراب کیlamhoñ meñ ek umr kī mehnat ḳharāb kīis dhūp ne makān kī rangat ḳharāb kī
- میں تہی دست محبت میں بھلا کیا دیتاتیرے حصے سے مگر تجھ کو زیادہ دیتاmaiñ tahī dast-e-mohabbat meñ bhalā kyā detātere hisse se magar tujh ko ziyāda detā
- نیند سے مجھ کو جگاتا ہے چلا جاتا ہےوہ مرے خواب میں آتا ہے چلا جاتا ہےnīnd se mujh ko jagātā hai chalā jātā haivo mire ḳhvāb meñ ātā hai chalā jātā hai
- وقت کے ساتھ نئی سوچ میں ڈھل جاتے ہیںہم وہ سکے ہیں جو ہر دور میں چل جاتے ہیںvaqt ke sāth na.ī soch meñ ḍhal jāte haiñham vo sake haiñ jo har daur meñ chal jāte haiñ
- وہ چاند رت کے حسین لمحوں کی شاعری ہےکہ اس کی باتیں ہزار سالوں کی شاعری ہےvo chānd rut ke hasīn lamhoñ kī shāyarī haike us kī bāteñ hazār sāloñ kī shāyarī hai
- ویسے تو کم ہی میاں اہل جنوں روتے ہیںدیکھنے والے سمجھتے ہیں کہ خوں روتے ہیںvaise to kam hī miyāñ ahl-e-junūñ rote haiñdekhne vāle samajhte haiñ ke ḳhūñ rote haiñ
- ہم ایسے لوگ کہاں منزلوں کو پاتے ہیںہم ایسے لوگ فقط راستے بناتے ہیںham aise log kahāñ manziloñ ko pāte haiñham aise log faqat rāste banāte haiñ
- ہوا میں تیر رہے ہیں سحاب مٹی کےزمیں پہ آئیں گے اک دن عذاب مٹی کےhavā meñ tīr rahe haiñ sahāb miṭṭī kezamīñ pe ā.eñge ik din azāb miṭṭī ke
- یہی نہیں ہے کہ شانوں سے خون بہتا ہےابھی تو اپنی میانوں سے خون بہتا ہےyahī nahīñ hai ke shānoñ se ḳhūn bahtā haiabhī to apnī miyānoñ se ḳhūn bahtā hai