Poet
Jagdish Sahay Saxena
Poems
- ازل سے بادۂ ہستی کی ارزانی نہیں جاتیاس ارزانی پہ بھی اس کی فراوانی نہیں جاتیazal se bāda-e-hastī kī arzānī nahīñ jātīis arzānī pe bhī us kī farāvānī nahīñ jātī
- اہل دنیا نے سکھایا مجھے حیراں ہوناکیسے انساں ہیں کہ آتا نہیں انساں ہوناahl-e-duniyā ne sikhāyā mujhe hairāñ honākaise insāñ haiñ ke ātā nahīñ insāñ honā
- تائب نہیں ہوں بے خود و سرشار بھی نہیںجو اس طرح پیے وہ گنہ گار بھی نہیںtā.ib nahīñ hūñ be ḳhud-o-sarshār bhī nahīñjo is tarah piye vo gunah gār bhī nahīñ
- ترے میخانے میں ایسے بہت مے خوار بیٹھے ہیںمع ہستی جو پی کر ساقیا بیزار بیٹھے ہیںtire maiḳhāne meñ aise bahut mai ḳhvār baiṭhe haiñma-e-hastī jo pī kar sāqiyā bezār baiṭhe haiñ
- تو بھی وہاں نہیں محبت جہاں نہیںہر آستان حسن ترا آستاں نہیںtū bhī vahāñ nahīñ mohabbat jahāñ nahīñhar āstān-e-husn tirā āstāñ nahīñ
- راحت کونین وصل جسم و جاں سمجھا تھا میںزندگی کو سود مرنے کو زیاں سمجھا تھا میںrāhat-e-kaunain vasl-e-jism-o-jāñ samjhā thā maiñzindagī ko sūd marne ko ziyāñ samjhā thā maiñ
- شکر کی جا ہے کہ پستی میں یہیں تک پہنچےآسماں سے جو گرے ہم تو زمیں تک پہنچےshukr kī jā hai ke pastī meñ yahīñ tak pahuñcheāsmāñ se jo gire ham to zamīñ tak pahuñche
- عشق کے اعجاز سے تسکیں کا ساماں ہو گئیںاب جفائیں بھی نوازش ہائے پنہاں ہو گئیںishq ke ejāz se taskīñ kā sāmāñ ho ga.īñab jafā.eñ bhī navāzish hā-e-pinhāñ ho ga.īñ
- فرط الم سے آہ کئے جا رہا ہوں میںاے عشق کیا گناہ کیے جا رہا ہوں میںfart-e-alam se āh kiye jā rahā hūñ maiñai ishq kyā gunāh kiye jā rahā hūñ maiñ
- کبھی گردش فلک سے نہ میں بے قرار ہوتاغم عشق اگر جہاں میں مرا غم گسار ہوتاkabhī gardish-e-falak se na maiñ be qarār hotāġham-e-ishq agar jahāñ meñ mirā ġham gusār hotā
- کہتا یہی غبار سر رہ گزار ہےلینا قدم ہر اک کے ہمارا شعار ہےkahtā yahī ġhubār-e-sar-e-rah guzār hailenā qadam har ik ke hamārā shi.ār hai
- یہ سیم و زر تو ہیں آسائش جہاں کے لیےمجھے ہے غم کی ضرورت سکون جاں کے لیےye sīm-o-zar to haiñ āsā.ish jahāñ ke liyemujhe hai ġham kī zarūrat sukūn-e-jāñ ke liye
- کیوں نہ اپنی ہستیٔ ناشاد کا شکوا کروںرنج و غم گھیرے ہوں جب مجھ کو تو میں بھی کیا کروںkyūñ na apnī hastī-e-nāshād kā shakvā karūñranj-o-ġham ghere hūñ jab mujh ko to maiñ bhī kyā karūñ