Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Habeeb Jaunpuri

Poems

Meter
  1. taqdīr bigaṛtī jātī hai go bāt banā.e jāte haiñvo itnā hī rūṭhe jāte haiñ ham jitnā manā.e jāte haiñ
  2. jis kā mujhe armāñ hai vo aksar nahīñ miltāmaiñ hosh meñ hūñ aur mujhe ghar nahīñ miltā
  3. shām-e-va.ada gāh ronā gāh hañsnā dekhteāp to ā.e nahīñ varna tamāshā dekhte
  4. kisī tarah bhī vo takmīl-e-mudda.ā kartevafā kī ḳhū jo nahīñ thī to phir jafā karte
  5. ye to mumkin na thā vafā karteāp mil kar bhī mujh se kyā karte
  6. ye shān-e-vafā ġham kī hikāyat se milī haidaulat mujhe ye dard-e-mohabbat se milī hai
  7. bātoñ meñ thī dalīl-e-havāla suḳhan meñ thātū thā to guftugū kā mazā anjuman meñ thā
  8. ḳhāk ke zarroñ ko tanvīr-e-nazar detā hai vophūl kī pattī ko lohe kā jigar detā hai vo
  9. ḳhitta-e-arz pe kyā shān hai terī urdūtū mirī zīst kā armān hai merī urdū
  10. khoe hue haiñ sar ko jhukā.e hue haiñ āpjaise ke bār ishq uṭhā.e hue haiñ āp
  11. yād hai āġhāz-e-ulfat kā zamāna yād haiḍāl kar bānhoñ meñ bānheñ muskurānā yād hai