Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Habeeb Jaunpuri

Poems

Meter
  1. taqdīr bigaṛtī jātī hai go bāt banā.e jāte haiñvo itnā hī rūṭhe jāte haiñ ham jitnā manā.e jāte haiñ
  2. jis kā mujhe armāñ hai vo aksar nahīñ miltāmaiñ hosh meñ hūñ aur mujhe ghar nahīñ miltā
  3. shām-e-va.ada gāh ronā gāh hañsnā dekhteāp to ā.e nahīñ varna tamāshā dekhte
  4. kisī tarah bhī vo takmīl-e-mudda.ā kartevafā kī ḳhū jo nahīñ thī to phir jafā karte
  5. ye to mumkin na thā vafā karteāp mil kar bhī mujh se kyā karte
  6. ye shān-e-vafā ġham kī hikāyat se milī haidaulat mujhe ye dard-e-mohabbat se milī hai