Poet
گویا فقیر محمد
Poems
- اس کو غفلت پیشہ کہہ آتے ہیں ہمبھول جانا یاد دلواتے ہیں ہمus ko ġhaflat pesha kah āte haiñ hambhūl jānā yād dalvāte haiñ ham
- اس کو مجھ سے رُٹھا دیا کس نےمیرے دل کو دکھا دیا کس نےus ko mujh se ruṭhā diyā kis nemere dil ko dikhā diyā kis ne
- الفت یہ چھپائیں ہم کسی کیدل سے بھی کہیں نہ اپنی جی کیulfat ye chhupā.eñ ham kisī kīdil se bhī kahīñ na apnī jī kī
- بھولا ہے بعد مرگ مجھے دوست یاں تلکسگ بھی نہ اس کا آیا مری استخواں تلکbhūlā hai ba.ad-e-marg mujhe dost yāñ talaksag bhī na us kā āyā mirī ustuḳhvāñ talak
- تکلم جو کوئی کرتا ہے فانیہماری اور تمہاری ہے کہانیtakallum jo koī kartā hai fānīhamārī aur tumhārī hai kahānī
- جو پنہاں تھا وہی ہر سو عیاں ہےیہ کہیے لن ترانی اب کہاں ہےjo pinhāñ thā vahī har sū ayāñ haiye kahiye lan tarānī ab kahāñ hai
- حسرت اے جاں شب جدائی ہےمژدہ اے دل کہ موت آئی ہےhasrat ai jāñ shab-e-judā.ī haimuzhda ai dil ke maut ā.ī hai
- دعائیں مانگیں ہیں مدتوں تک جھکا کے سر ہاتھ اٹھا اٹھا کرہوا ہوں تب میں بتوں کا بندہ خدا خدا کر خدا خدا کرduā.eñ māñgeñ haiñ muddatoñ tak jhukā ke sar hāth uṭhā uṭhā karhuā hūñ tab maiñ butoñ kā banda ḳhudā ḳhudā kar ḳhudā ḳhudā kar
- قتل عشاق کیا کرتے ہیںبت کہاں خوف خدا کرتے ہیںqatl-e-ushshāq kiyā karte haiñbut kahāñ ḳhauf-e-ḳhudā karte haiñ
- کس قدر مجھ کو ناتوانی ہےبار سر سے بھی سرگرانی ہےkis qadar mujh ko nātavānī haibār-e-sar se bhī sargirānī hai
- کس ناز سے واہ ہم کو ماراکی ترچھی نگاہ ہم کو ماراkis nāz se vāh ham ko mārākī tirchhī nigāh ham ko mārā
- کھول دی ہے زلف کس نے پھول سے رخسار پرچھا گئی کالی گھٹا سی آن کر گلزار پرkhol dī hai zulf kis ne phūl se ruḳhsār parchhā ga.ī kālī ghaṭā sī ān kar gulzār par
- کیا ہیں شیدائے قد یار درختہیں جو شبنم سے اشک بار درختkyā haiñ shaidā-e-qad-e-yār daraḳhthaiñ jo shabnam se ashk bār daraḳht
- کیوں کر نہ خوش ہو سر مرا لٹکا کے دار میںکیا پھل لگا ہے نخل تمنائے یار میںkyūñ kar na ḳhush ho sar mirā laṭkā ke dār meñkyā phal lagā hai naḳhl-e-tamannā-e-yār meñ
- لب جاں بخش پہ دم اپنا فنا ہوتا ہےآج عیسیٰ سے یہ بیمار جدا ہوتا ہےlab-e-jāñ baḳhsh pe dam apnā fanā hotā haiāj īsā se ye bīmār judā hotā hai
- منہ ڈھانپ کے میں جو رو رہا ہوںاک پردہ نشیں کا مبتلا ہوںmuñh ḍhānp ke maiñ jo ro rahā hūñik parda nashīñ kā mubtalā hūñ
- نظارۂ رخ ساقی سے مجھ کو مستی ہےیہ آفتاب پرستی بھی مے پرستی ہےnazāra-e-ruḳh sāqī se mujh ko mastī haiye āftāb parastī bhī mai parastī hai
- نیم بسمل کی کیا ادا ہے یہعاشقو لوٹنے کی جا ہے یہnīm bismil kī kiyā adā hai yeāshiqo lauṭne kī jā hai ye
- ہاتھ سے کچھ نہ ترے اے مہ کنعاں ہوگاہاتھ جو ہوگا تو مری موت کا ساماں ہوگاhāth se kuchh na tire ai mah-e-kanāñ hogāhāth jo hogā to mirī maut kā sāmāñ hogā
- یہ اک تیرا جلوہ صنم چار سو ہےنظر جس طرف کیجیے تو ہی تو ہےye ik terā jalva sanam chār sū hainazar jis taraf kījiye tū hī to hai
- اپنا ہر عضو چشم بینا ہےاس قدر انتظار تیرا ہےapnā har uzv chashm-e-bīnā haiis qadar intizār terā hai
- تم وفا کا عوض جفا سمجھےاے بتو تم سے بس خدا سمجھےtum vafā kā evaz jafā samjheai buto tum se bas ḳhudā samjhe