Poet
Badr-e-Alam Khan Azmi
Poems
- اسی زمین پہ ناچار لوٹ کر آئےجو آسمان سے اونچی اڑان بھر آئےisī zamīn pe nāchār lauṭ kar ā.ejo āsmān se ūnchī uṛān bhar ā.e
- انتخابی دور میں شعلہ بیانی چھوڑ دیاس نے مجھ سے ہر طرح کی بد گمانی چھوڑ دیintiḳhābī daur meñ shola bayānī chhoṛ dīus ne mujh se har tarah kī bad gumānī chhoṛ dī
- بصد فریب اسے کیا سے کیا دکھائی دےکہ ابتدا میں جسے انتہا دکھائی دےbasad fareb use kyā se kiyā dikhā.ī deke ibtidā meñ jise intihā dikhā.ī de
- بقا کے ساتھ انا کا سوال آتا ہےکسی عروج پہ جب بھی زوال آتا ہےbaqā ke sāth anā kā savāl ātā haikisī urūj pe jab bhī zavāl ātā hai
- تمام قہر و بلا سے ہے واسطہ میراہر ایک حادثہ لگتا ہے حادثہ میراtamām qahr-o-balā se hai vāsta merāhar ek hādisa lagtā hai hādisa merā
- خود آگہی نے لہو میں ڈبو دیا مجھ کوشعور ذات کی ایسی ملی سزا مجھ کوḳhud āgahī ne lahū meñ ḍubo diyā mujh koshuūr-e-zāt kī aisī milī sazā mujh ko
- دریا کی بے پناہ روانی سے ڈر لگاوہ سگ گزیدہ تھا اسے پانی سے ڈر لگاdariyā kī be panāh ravānī se ḍar lagāvo sag gazīda thā use pānī se ḍar lagā
- دست قاتل میں کوئی تیغ نہ خنجر ہوتامرا سایہ جو مرے قد کے برابر ہوتاdast-e-qātil meñ koī teġh na ḳhanjar hotāmirā sāya jo mire qad ke barābar hotā
- دھوکہ ہے اگر آنکھ میں قاتل کی نمی ہےشعلوں پہ کہیں آج تلک برف جمی ہےdhoka hai agar ānkh meñ qātil kī namī haisholoñ pe kahīñ āj talak barf jamī hai
- شور انگیز وہ خوں بار ہوا بھی آئےاور دبے پاؤں کبھی باد صبا بھی آئےshor angez vo ḳhūñ bār huā bhī ā.eaur dabe pā.oñ kabhī bād-e-sabā bhī ā.e
- فاقہ مستی میں بھی جینے کی ادا لے جائیں گےیہ لٹیرے میرے گھر سے اور کیا لے جائیں گےfāqa mastī meñ bhī jīne kī adā le jā.eñgeye luṭere mere ghar se aur kiyā le jā.eñge
- فلک سے چل کے یہاں ماہتاب آئے گاہمارے پاس کوئی بے نقاب آئے گاfalak se chal ke yahāñ māhtāb ā.egāhamāre pās koī be naqāb ā.egā
- کبھی دیوار لرزتی ہے تو در چیختا ہےجانے کیا بات ہے دن رات یہ گھر چیختا ہےkabhī dīvār laraztī hai to dar chīḳhtā haijāne kyā bāt hai din rāt ye ghar chīḳhtā hai
- کتنا بے چین ہے خاموش سمندر دیکھودل کی گہرائی میں اک روز اتر کر دیکھوkitnā be chain hai ḳhāmosh samundar dekhodil kī gahrā.ī meñ ik roz utar kar dekho