Poet
Aziz Lakhnavi
عزیز لکھنوی1882–1935
Poems
- اس وہم کی انتہا نہیں ہےسب کچھ ہے مگر خدا نہیں ہےis vahm kī intihā nahīñ haisab kuchh hai magar ḳhudā nahīñ hai
- انتہائے عشق ہو یوں عشق میں کامل بنوخاک ہو کر بھی نشان سرحد منزل بنوintihā-e-ishq ho yūñ ishq meñ kāmil banoḳhāk ho kar bhī nishān-e-sarhad-e-manzil bano
- ایک ہی خط میں ہے کیا حال جو مذکور نہیںدل تو دل عشق میں سادہ ورق طور نہیںek hī ḳhat meñ hai kyā hāl jo mazkūr nahīñdil to dil ishq meñ sāda varaq-e-tūr nahīñ
- اے دل یہ ہے خلاف رسم وفا پرستیتوبہ بتوں کے آگے ذکر خدا پرستیai dil ye hai ḳhilāf-e-rasm-e-vafā parastītauba butoñ ke āge zikr-e-ḳhudā parastī
- بتاؤں کیا کہ مرے دل میں کیا ہےسوا تیرے تری محفل میں کیا ہےbatā.ūñ kyā ke mire dil meñ kyā haisivā tere tirī mahfil meñ kyā hai
- بھڑک اٹھیں گے شعلے ایک دن دنیا کی محفل میںکہاں تک جذب ہوں گی بجلیاں صبر آزما دل میںbhaṛak uṭheñge shole ek din duniyā kī mahfil meñkahāñ tak jazb hoñgī bijliyāñ sabr āzmā dil meñ
- بیکار یہ غصہ ہے کیوں اس کی طرف دیکھوآئینے کی ہستی کیا تم اپنی طرف دیکھوbekār ye ġhussa hai kyūñ us kī taraf dekhoā.īne kī hastī kiyā tum apnī taraf dekho
- پرتو حسن کہیں انجمن افروز تو ہودل پر داغ مرا مایۂ صد سوز تو ہوpartau husn kahīñ anjuman afroz to hodil par dāġh mirā māya-e-sad soz to ho
- تری کوشش ہم اے دل سعئ لا حاصل سمجھتے ہیںسر منزل تجھے بیگانۂ منزل سمجھتے ہیںtirī koshish ham ai dil sa.ī-e-lā hāsil samajhte haiñsar-e-manzil tujhe begāna-e-manzil samajhte haiñ
- جام خالی جہاں نظر آیامیری آنکھوں میں خوں اتر آیاjām ḳhālī jahāñ nazar āyāmerī ānkhoñ meñ ḳhūñ utar āyā
- جلوہ دکھلائے جو وہ اپنی خود آرائی کانور جل جائے ابھی چشم تماشائی کاjalva dikhlā.e jo vo apnī ḳhud ārā.ī kānūr jal jā.e abhī chashm-e-tamāshā.ī kā
- جیتے ہیں کیسے ایسی مثالوں کو دیکھیےپردہ اٹھا کے چاہنے والوں کو دیکھیےjīte haiñ kaise aisī misāloñ ko dekhiyeparda uṭhā ke chāhne vāloñ ko dekhiye
- چشم ساقی کا تصور بزم میں کام آ گیابھر گئی شیشوں میں مے گردش میں خود جام آ گیاchashm-e-sāqī kā tasavvur bazm meñ kām ā gayābhar ga.ī shīshoñ meñ mai gardish meñ ḳhud jām ā gayā
- حسن عالم سوز نامحدود ہونا چاہئےہر تجلی آفتاب آلود ہونا چاہئےhusn-e-ālam soz-e-nāmahdūd honā chāhiyehar tajallī āftāb ālūd honā chāhiye
- دل آیا اس طرح آخر فریب ساز و ساماں میںالجھ کر جیسے رہ جائے کوئی خواب پریشاں میںdil āyā is tarah āḳhir fareb-e-sāz-o-sāmāñ meñulajh kar jaise rah jā.e koī ḳhvāb-e-pareshāñ meñ
- دل کا چھالا پھوٹا ہوتاکاش یہ تارا ٹوٹا ہوتاdil kā chhālā phūṭā hotākāsh ye tārā ṭūṭā hotā
- دل کشتۂ نظر ہے محروم گفتگو ہوںسمجھو مرے اشارے میں سرمہ در گلو ہوںdil kushta-e-nazar hai mahrūm-e-guftugū hūñsamjho mire ishāre meñ surma dar galo hūñ
- دل ہمارا ہے کہ ہم مائل فریاد نہیںورنہ کیا ظلم نہیں کون سی بیداد نہیںdil hamārā hai ke ham mā.il-e-fariyād nahīñvarna kyā zulm nahīñ kaun sī bedād nahīñ
- دنیا کو ولولہ دل ناشاد سے ہوایہ طول اس خلاصۂ ایجاد سے ہواduniyā ko valvala dil-e-nāshād se huāye tūl is ḳhulāsa-e-ījād se huā
- دیکھ کر ہر در و دیوار کو حیراں ہوناوہ مرا پہلے پہل داخل زنداں ہوناdekh kar har dar-o-dīvār ko hairāñ honāvo mirā pahle pahal dāḳhil-e-zindāñ honā
- رسم ایسوں سے بڑھانا ہی نہ تھاخدمت ناصح میں جانا ہی نہ تھاrasm-e-aisoñ se baṛhānā hī na thāḳhidmat-e-nāseh meñ jānā hī na thā
- سامنے آئنہ تھا مستی تھیان پر اک شان خود پرستی تھیsāmne ā.īna thā mastī thīun par ik shān-e-ḳhud parastī thī
- صاف باطن دیر سے ہیں منتظرساقیا خذ ما صفا دع ما کدرsāf bātin der se haiñ muntazirsāqiyā ḳhuz mā safā da.a mā kadar
- عشق جو معراج کا اک زینہ ہےیہ ہمارا مذہب پارینہ ہےishq jo merāj kā ik zīna haiye hamārā maz.hab-e-pārīna hai
- غلط ہے دل پہ قبضہ کیا کرے گی بے خودی میرییہ جنس مشترک ہے جو کبھی ان کی کبھی میریġhalat hai dil pe qabza kyā karegī be ḳhudī merīye jins-e-mushtarak hai jo kabhī un kī kabhī merī
- کاش سنتے وہ پر اثر باتیںدل سے جو کی تھیں عمر بھر باتیںkāsh sunte vo pur asar bāteñdil se jo kī thīñ umr bhar bāteñ
- کام دنیا میں بہت کرنا ہےقبل مرنے کے ہمیں مرنا ہےkām duniyā meñ bahut karnā haiqabl marne ke hameñ marnā hai
- کچھ حساب اے ستم ایجاد تو کرکس قدر ظلم کئے یاد تو کرkuchh hisāb ai sitam ījād to karkis qadar zulm kiye yād to kar
- کر چکے برباد دل کو فکر کیا انجام کیاب ہمیں دے دو یہ مٹی ہے ہمارے کام کیkar chuke barbād dil ko fikr kyā anjām kīab hameñ de do ye miṭṭī hai hamāre kām kī
- کیوں نہ ہو شوق ترے در پہ جبیں سائی کااس میں جوہر ہے مری آئینہ سیمائی کاkyūñ na ho shauq tire dar pe jabīñ sā.ī kāis meñ jauhar hai mirī ā.īna sīmā.ī kā
- مرے ناصح مجھے سمجھا رہے ہیںفریضہ ہے ادا فرما رہے ہیںmire nāseh mujhe samjhā rahe haiñfarīza hai adā farmā rahe haiñ
- مصیبت تھی ہمارے ہی لئے کیوںیہ مانا ہم جئے لیکن جئے کیوںmusībat thī hamāre hī liye kyūñye mānā ham jiye lekin jiye kyūñ
- میرے رونے پہ یہ ہنسی کیسیاے ستم گر یہ دل لگی کیسیmere rone pe ye hañsī kaisīai sitam gar ye dil lagī kaisī
- نہ ہوئی ہم سے شب بسر نہ ہوئیکس سے پوچھیں کہ کیوں سحر نہ ہوئیna huī ham se shab basar na huīkis se pūchheñ ke kyūñ sahar na huī
- واعظ بتان دیر سے نفرت نہ کیجیئےکج بحثیٔ مجاز و حقیقت نہ کیجیے
- وہ نگاہیں کیا کہوں کیوں کر رگ جاں ہو گئیںدل میں نشتر بن کے ڈوبیں اور پنہاں ہو گئیںvo nigāheñ kyā kahūñ kyūñ kar rag-e-jāñ ho ga.īñdil meñ nashtar ban ke ḍūbeñ aur pinhāñ ho ga.īñ
- ہجر کی رات یاد آتی ہےپھر وہی بات یاد آتی ہےhijr kī rāt yād ātī haiphir vahī bāt yād ātī hai
- یہ غلط ہے اے دل بد گماں کہ وہاں کسی کا گزر نہیںفقط اس لیے یہ حجاب ہے کہ کسی کو تاب نظر نہیںye ġhalat hai ai dil-e-bad gumāñ ke vahāñ kisī kā guzar nahīñfaqat is liye ye hijāb hai ke kisī ko tāb-e-nazar nahīñ
- یہ مشورہ بہم اٹھے ہیں چارہ جو کرتےکہ اب مریض کو اچھا تھا قبلہ رو کرتےye mashvara baham uṭhe haiñ chāra jo karteke ab marīz ko achchhā thā qibla ro karte