Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Akhtar-ul-Iman

اختر الایمان

1915–1996

Poems

  1. āj sochā hai ke ehsās ko zā.il kar dūñapne shorīda irāde ko apāhaj kar lūñ
  2. ā.o ke jashn-e-marg mohabbat manā.eñ ham!ātī nahīñ kahīñ se dil-e-zinda kī sadā
  3. uṭhā.o hāth ke dast-e-duā buland kareñhamārī umr kā ik aur din tamām huā
  4. is bhare shahr meñ koī aisā nahīñjo mujhe rāh chalte ko pahchān le
  5. aise hī baiṭhe idhar bhayyā the dā.eñ jānibun ke nazdīk baṛī āpā shabāna ko liye
  6. ek ik īnṭ girī paṛī haisab dīvāreñ kāñp rahī haiñ
  7. bolī ḳhud sar huā ek zarra hai tūyūñ uṛā dūñgī meñ, mauj-e-dariyā baṛhī
  8. pahlā manzarsun unnīs so aṛtīs hai
  9. tarġhīb:phir maiñ kām meñ lag jā.ūñgā ā fursat hai pyār kareñ
  10. tum se be rangī-e-hastī kā gila karnā thādil pe ambār hai ḳhūñ gashta tamannā.oñ kā
  11. tumhāre lahje meñ jo garmī-o-halāvat haiuse bhalā sā koī nām do vafā kī jagah
  12. tū bhī taqdīr nahīñ dard bhī pā.inda nahīñtujh se vābasta vo ik ahd vo paimān-e-vafā
  13. jab us kā bosa letā thā sigreṭ kī bū nthanoñ meñ ghis jātī thīmaiñ tambākū noshī ko ik aib samajhtā āyā hūñ
  14. jhilmilā kar bujh ga.e pāgal ummīdoñ ke diyetū samajhtī hai ke maiñ hūñ āj tak andohgīñ
  15. hasab nasab hai na tārīḳh-o-jā.e paidā.ishkahāñ se āyā thā maz.hab na valdiyyat ma.alūm
  16. dūr bargad kī ghanī chhā.oñ meñ ḳhāmosh-o-malūljis jagah rāt ke tārīk kafan ke nīche
  17. dayār-e-sharq kī ābādiyoñ ke ūnche ṭīloñ parkabhī āmoñ ke bāġhoñ meñ kabhī khetoñ kī menḍoñ par
  18. dayār-e-ġhair meñ koī jahāñ na apnā hoshadīd karb kī ghaṛiyāñ guzār chukne par
  19. rāt sannāṭe kī chādar meñ paṛī hai lipṭīpattiyāñ saṛkoñ kī sab jāg rahī haiñ jaise
  20. samāñ suhānā thā ṭhanḍī havā ke jhonkoñ sebadan ko tāzgī miltī thī rūh meñ jaise
  21. shām hotī hai sahar hotī hai ye vaqt-e-ravāñjo kabhī sang-e-girāñ ban ke mire sar pe girā
  22. shahr dar shahr, qarya dar qaryasāl hā sāl se bhaṭaktā hūñ
  23. adam vajūd ke mābain fāsla hai bahutye fāsla hameñ ik roz tai to karnā hai
  24. azīm kām karūñ koī ek din sochāke rahtī duniyā meñ apnā bhī nām rah jā.e
  25. umr yūñ mujh se gurezāñ hai ke har gām pe maiñus ke dāman se lipaṭṭā hūñ manātā hūñ use
  26. ġhunūdagī sī rahī tārī umr bhar ham parye ārzū hī rahī thoṛī der so lete
  27. kirāman kātibīn a.amāl nāma likh ke le jā.eñdikhā.eñ ḳhāliq kaun-o-makāñ ko aur samjhā.eñ
  28. kaun āvāra havā.oñ kā subukbār hujūmāh ehsās kī zanjīr girāñ ṭūṭ ga.ī
  29. kaun sā isṭeshan hai?ḍāsna hai sāhab jī
  30. kyūñ hairat se taktī hai ek ik chehre kokyā tujh ko shikva hai terī goyā.ī kī tāqat
  31. gulāb kīkar pe kab ugegāke ḳhār donoñ meñ mushtarak hai
  32. lo vo chāh-e-shab se niklā pichhle pahar pīlā mahtābzehn ne kholī rukte rukte māzī kī pārīna kitāb
  33. mirī intihā-e-mohabbat masarrat sivā us ke kyā aur hogībajā.e koī masnad āliya taḳht-e-tā.us-o-zar māñgne ke
  34. mere shānoñ pe tirā sar thā nigāheñ namnākab to ik yād sī bāqī hai so vo bhī kyā hai
  35. maiñ jab tifl-e-maktab thā, har bāt, har falsafa jāntā thākhaṛe ho ke mimbar pe pahroñ salātīn pārain-o-hāzir
  36. nuqra.ī ghanṭiyāñ sī bajtī haiñdhīmī āvāz mere kānoñ meñ
  37. nagar nagar ke des des ke parbat ṭele aur bayābāñḍhūñḍ rahe haiñ ab tak mujh ko khel rahe haiñ mere armāñ
  38. na zahr ḳhanda laboñ par, na ānkh meñ ānsūna zaḳhm hā-e-darūñ ko hai justujū-e-maāl
  39. nayā din roz mujh ko kitnā pīchhe pheñk detā haiye āj andāza hotā hai ke maiñ āhista āhista
  40. vasī shahr meñ ik chīḳh kyā sunā.ī debasoñ ke shor meñ reloñ kī guṛgaṛāhaṭ meñ
  41. hazār bār huā yūñ ke jab umīd ga.īguloñ se rābta ṭūṭā na ḳhār apne rahe
  42. ham kitnā roe the jab ik din sochā thā ham mar jā.eñgeaur ham se har nemat kī lazzat kā ehsās judā ho jā.egā
  43. havā.eñ le ga.īñ vo ḳhāk bhī uṛā ke jisekabhī tumhāre qadam chhū ga.e the aur maiñ ne
  44. yahāñ kyūñ khaṛī ro rahī ho mujhe apne bosīda ānchal meñ phūloñ ke gahne dikhā karvo kahne lagī merā sāthī idhar us ne unglī uṭhā kar batāyā idhar is taraf hī
  45. ye dard-e-zindagī kis kī amānat hai kise de dūñkoī vāris nahīñ us kā matā-e-rā.īgāñ hai ye
  46. ye nīm ḳhvāb ghās par udās udās naqsh-e-pākuchal rahā hai shabnamī libās kī hayāt ko