Poet
Aamir Ata
b. 1994
Poems
- آنکھ تو ان پڑھ ہے اور نادان ہےدل کی خواہش ایک ہی انسان ہےānkh to un paṛh hai aur nādān haidil kī ḳhvāhish ek hī insān hai
- اب وہ سب کچھ کر رہے ہیں دوستی کی آڑ میںغیر ممکن تھا جو شاید دشمنی کی آڑ میںab vo sab kuchh kar rahe haiñ dostī kī āṛ meñġhair mumkin thā jo shāyad dushmanī kī āṛ meñ
- اس طرح تو لگ رہا ہے چاند بھی خطرے میں ہےاس سے مل کر میں نے جانا روشنی خطرے میں ہےis tarah to lag rahā hai chānd bhī ḳhatre meñ haius se mil kar maiñ ne jānā raushnī ḳhatre meñ hai
- بتا تو اے چمن لایا کہاں سےتری خوشبو تو ملتی ہے فلاں سےbatā to ai chaman lāyā kahāñ setirī ḳhushbū to miltī hai fulāñ se
- بنام عشق دل توڑا گیا ہےبنا کر پھر مجھے ڈھایا گیا ہےbanām-e-ishq dil toṛā gayā haibanā kar phir mujhe ḍhāyā gayā hai
- بے حجابانہ وہ کل جب بر سر محفل گئےجتنے مرجھائے تھے چہرے ایک دم سے کھل گئےbe hijābāna vo kal jab bar sar-e-mahfil ga.ejitne murjhā.e the chehre ek dam se khul ga.e
- پورے مجمع کو لاجواب کیاحسن پر اس نے جب خطاب کیاpūre majma.a ko lājavāb kiyāhusn par us ne jab ḳhitāb kiyā
- پہلے اپنایا خار پھولوں کاتب کہیں پایا پیار پھولوں کاpahle apnāyā ḳhār phūloñ kātab kahīñ pāyā pyār phūloñ kā
- خوشی کا ایک لمحہ چاہئے تھاگھڑی بھر ساتھ تیرا چاہئے تھاḳhushī kā ek lamha chāhiye thāghaṛī bhar sāth terā chāhiye thā
- سب کو اپنی طرح سمجھتی ہےیار تو بھی نہ کتنی بھولی ہےsab ko apnī tarah samajhtī haiyār tū bhī na kitnī bhūlī hai
- سچ بتانا کہ میرے بن جاناںکیسے کٹتے ہیں تیرے دن جاناںsach batānā ke mere bin jānāñkaise kaṭṭe haiñ tere din jānāñ
- عشق میں اب خون پانی کیجیےنذر وحشت یہ جوانی کیجیےishq meñ ab ḳhūn pānī kījiyenazr-e-vahshat ye javānī kījiye
- عمر گزری ہے تری گلیوں کے چکر کاٹ کرکیوں نہ لکھوں خود کو مجنوں میں سخنور کاٹ کرumr guzrī hai tirī galiyoñ ke chakkar kāṭ karkyūñ na likhūñ ḳhud ko majnūñ meñ suḳhanvar kāṭ kar
- کسی طرح تو اسے مار دوں جو باہر ہےوہ شخص کیسے مرے گا جو میرے اندر ہےkisī tarah to use mār dūñ jo bāhar haivo shaḳhs kaise mire gā jo mere andar hai
- کسی کے ہجر کے سائے میں آ کھڑا ہوں میںعجیب دکھ ہے مرا چھاؤں میں جلا ہوں میںkisī ke hijr ke sā.e meñ ā khaṛā hūñ maiñajīb dukh hai mirā chhā.oñ meñ jalā hūñ maiñ
- نیچی نظر کشادہ جبیں درمیانہ قدگیسو دراز شیریں زباں حسن مستندnīchī nazar kushāda jabīñ darmiyāna qadgesū darāz shīrīñ zabāñ husn mustanad
- ہم تو روتے ہیں رونا خواہش کاوہ مزہ لے رہے ہیں بارش کاham to rote haiñ ronā ḳhvāhish kāvo maza le rahe haiñ bārish kā
- یاد بھی اس کی خواب کی سی ہےایک لڑکی حجاب کی سی ہےyād bhī us kī ḳhvāb kī sī haiek laṛkī hijāb kī sī hai