Poet
آغا شاعر قزلباش
Poems
- انس اپنے میں کہیں پایا نہ بیگانے میں تھاکیا نشہ ہے سارا عالم ایک پیمانے میں تھاuns apne meñ kahīñ pāyā na begāne meñ thākyā nasha hai sārā ālam ek paimāne meñ thā
- بتوں کے واسطے تو دین و ایماں بیچ ڈالے ہیںیہ وہ معشوق ہیں جو ہم نے کعبے سے نکالے ہیںbutoñ ke vāste to dīn-o-īmāñ bech ḍāle haiñye vo ma.ashūq haiñ jo ham ne ka.abe se nikāle haiñ
- بہار آئی ہے پھر چمن میں نسیم اٹھلا کے چل رہی ہےہر ایک غنچہ چٹک رہا ہے گلوں کی رنگت بدل رہی ہےbahār ā.ī hai phir chaman meñ nasīm iṭhlā ke chal rahī haihar ek ġhuncha chuṭak rahā hai guloñ kī rangat badal rahī hai
- جان دیتے ہی بنی عشق کے دیوانے سےشمع کا حال نہ دیکھا گیا پروانے سےjān dete hī banī ishq ke dīvāne sesham.a kā hāl na dekhā gayā parvāne se
- چلے گا نہیں مجھ پہ فقرا تمہاراہٹا لو کہ خنجر ہے جھوٹا تمہاراchalegā nahīñ mujh pe fuqarā tumhārāhaṭā lo ke ḳhanjar hai jhūṭā tumhārā
- دل سرد ہو گیا ہے طبیعت بجھی ہوئیاب کیا ہے وہ اتر گئی ندی چڑھی ہوئیdil sard ho gayā hai tabī.at bujhī huīab kyā hai vo utar ga.ī naddī chaṛhī huī
- ذرہ بھی اگر رنگ خدائی نہیں دیتااندھا ہے تجھے کچھ بھی دکھائی نہیں دیتاzarra bhī agar rang ḳhudā.ī nahīñ detāandhā hai tujhe kuchh bhī dikhā.ī nahīñ detā
- رخسار کے پرتو سے بجلی کی نئی دھج ہےکیوں آنکھ جھپکتی ہے کیا سامنے سورج ہےruḳhsār ke partau se bijlī kī na.ī dhaj haikyūñ ānkh jhapaktī hai kyā sāmne sūraj hai
- رونے سے جو بھڑاس تھی دل کی نکل گئیآنسو بہائے چار طبیعت سنبھل گئیrone se jo bhiṛus thī dil kī nikal ga.īānsū bahā.e chār tabī.at sambhal ga.ī
- شاعر رنگیں فسانہ ہو گیاشعر بلبل کا ترانہ ہو گیاshāyar-e-rangīñ fasāna ho gayāsher bulbul kā tarāna ho gayā
- عریاں ہی رہے لاش غریب الوطنی میںدھبے مرے عصیاں کے نہ آئیں کفنی میںuryāñ hī rahe lāsh ġharīb alvatanī meñdhabbe mire isyāñ ke na ā.eñ kafanī meñ
- کیا خبر تھی راز دل اپنا عیاں ہو جائے گاکیا خبر تھی آہ کا شعلہ زباں ہو جائے گاkyā ḳhabar thī rāz-e-dil apnā ayāñ ho jā.egākyā ḳhabar thī āh kā shola zabāñ ho jā.egā
- کیا کر رہے ہو ظلم کرو راہ راہ کاکہتے ہیں بے جگر ہے بڑا تیر آہ کاkyā kar rahe ho zulm karo rāh rāh kākahte haiñ be jigar hai baṛā tīr āh kā
- گری گر کر اٹھی پلٹی تو جو کچھ تھا اٹھا لائینظر کیا کیمیا تھی رنگ چہروں سے اڑا لائیgirī gir kar uṭhī palṭī to jo kuchh thā uṭhā lā.īnazar kyā kīmiyā thī rang chehroñ se uṛā lā.ī
- لاکھ لاکھ احسان جس نے درد پیدا کر دیاجس نے اس دل کو ہتھیلی کا پھپھولا کر دیاlākh lākh ehsān jis ne dard paidā kar diyājis ne is dil ko hathelī kā phphūlā kar diyā
- مجھ کو آتا ہے تیمم نہ وضو آتا ہےسجدہ کر لیتا ہوں جب سامنے تو آتا ہےmujh ko ātā hai tayammum na vuzū ātā haisajda kar letā hūñ jab sāmne to ātā hai
- مسکن وہیں کہیں ہے وہیں آشیاں کہیںدو آڑے سیدھے رکھ لیے تنکے جہاں کہیںmaskan vahīñ kahīñ hai vahīñ āshiyāñ kahīñdo āṛe sīdhe rakh liye tinke jahāñ kahīñ
- میں خودی میں مبتلا خود کو مٹانے کے لیےتو نے تو ہر ذرے کو ضو دی جگمگانے کے لیےmaiñ ḳhudī meñ mubtalā ḳhud ko miṭāne ke liyetū ne to har zarre ko zau dī jagmagāne ke liye
- نہ نکلا منہ سے کچھ نکلی نہ کچھ بھی قلب مضطر کیکسی کے سامنے میں بن گیا تصویر پتھر کیna niklā muñh se kuchh niklī na kuchh bhī qalb-e-muztar kīkisī ke sāmne meñ ban gayā tasvīr patthar kī
- یہ کیسے بال کھولے آئے کیوں صورت بنی غم کیتمہارے دشمنوں کو کیا پڑی تھی میرے ماتم کیye kaise bāl khole ā.e kyūñ sūrat banī ġham kītumhāre dushmanoñ ko kyā paṛī thī mere mātam kī
- جس نے تجھے خلوت میں بھی تنہا نہیں دیکھااس دیکھنے والے کا کلیجہ نہیں دیکھاjis ne tujhe ḳhalvat meñ bhī tanhā nahīñ dekhāis dekhne vāle kā kaleja nahīñ dekhā