Poet
Aadarsh Dubey
b. 2001
Poems
- آنسوؤں کو روشنائی کر رہا ہوںاس زمانہ سے لڑائی کر رہا ہوںānsūoñ ko raushnā.ī kar rahā hūñis zamāna se laṛā.ī kar rahā hūñ
- ایسا لمحہ ادھار دے کوئیجس میں صدیاں گزار دے کوئیaisā lamha udhār de koījis meñ sadiyāñ guzār de koī
- ایک چہرہ گماں میں رہتا ہےبادلوں کے جہاں میں رہتا ہےek chehra gumāñ meñ rahtā haibādaloñ ke jahāñ meñ rahtā hai
- تمام رات غموں کو نچوڑا جاتا ہےپرانے جال سے باہر نکلنا مشکل ہےtamām rāt ġhamoñ ko nichoṛā jātā haipurāne jāl se bāhar nikalnā mushkil hai
- تمام نیکیاں دریا میں ڈالنے کے لیےنکل پڑے ہیں سمندر کھنگالنے کے لیےtamām nekiyāñ dariyā meñ ḍālne ke liyenikal paṛe haiñ samundar khangālne ke liye
- تم کو چھوڑا تو ایسا لگا جیسے خود سے الگ ہو گئےایک منزل کو جاتے ہوئے اپنے رستے الگ ہو گئےtum ko chhoṛā to aisā lagā jaise ḳhud se alag ho ga.eek manzil ko jāte hue apne raste alag ho ga.e
- ٹھہری ٹھہری سی زندگی کیوں ہےمیری آنکھوں میں یہ نمی کیوں ہےṭhahrī ṭhahrī sī zindagī kyūñ haimerī ānkhoñ meñ ye namī kyūñ hai
- جاتے جاتے مجھے خوشی دے دیاس نے آواز آخری دے دیjāte jāte mujhe ḳhushī de dīus ne āvāz āḳhirī de dī
- جب جدا ہونے کا منظر آ گیا تھاایک قطرے میں سمندر آ گیا تھاjab judā hone kā manzar ā gayā thāek qatre meñ samundar ā gayā thā
- دل میرا گھبراتا ہےجب جب دور وہ جاتا ہےdil merā ghabrātā haijab jab dūr vo jātā hai
- دل ہے الگ مزاج کے دو بھائیوں کا گھرلگتا ہے صرف مجھ کو یہ تنہائیوں کا گھرdil hai alag mizāj ke do bhā.iyoñ kā gharlagtā hai sirf mujh ko ye tanhā.iyoñ kā ghar
- دیکھو بھائی ایسا ہےیہ دل درپن جیسا ہےdekho bhā.ī aisā haiye dil darpan jaisā hai
- دے دو نہ ایک بار مرا ساتھ جان منآتی نہیں ہے نیند مجھے رات جان منde do na ek bār mirā sāth jān-e-manātī nahīñ hai nīnd mujhe rāt jān-e-man
- ذرا سی دیر چراغوں کا دل بہل جائےیہ آفتاب کہیں اور جا کے جل جائےzarā sī der charāġhoñ kā dil bahal jā.eye āftāb kahīñ aur jā ke jal jā.e
- سونا پڑا ہے دل کا مکاں آپ کے بنارہ رہ کے اٹھ رہا ہے دھواں آپ کے بناsonā paṛā hai dil kā makāñ āp ke binārah rah ke uṭh rahā hai dhuāñ āp ke binā
- شام ہوتے ہی ٹھکانے پہ بھی آ سکتا ہےدل پرندہ ہے نشانے پہ بھی آ سکتا ہےshām hote hī ṭhikāne pe bhī ā saktā haidil parinda hai nishāne pe bhī ā saktā hai
- کوئی سمجھتا ہے سارے کہاں سمجھتے ہیںتمام لوگ اشارے کہاں سمجھتے ہیںkoī samajhtā hai sāre kahāñ samajhte haiñtamām log ishāre kahāñ samajhte haiñ
- گناہ اپنے گناتا ہوں ڈرنے لگتا ہوںخدا کے سامنے جاتا ہوں ڈرنے لگتا ہوںgunāh apne ginātā hūñ ḍarne lagtā hūñḳhudā ke sāmne jātā hūñ ḍarne lagtā hūñ
- مجھ خانماں خراب سے آگے کی چیز ہےدنیا کسی عذاب سے آگے کی چیز ہےmujh ḳhānumāñ ḳharāb se āge kī chīz haiduniyā kisī azāb se āge kī chīz hai
- مجھ کو مجھ سے ہی جدا کرتی ہےوہ مجھے روز نیا کرتی ہےmujh ko mujh se hī judā kartī haivo mujhe roz nayā kartī hai
- مجھے یہ ڈر ہے کہ اب بس یہی نہ کر بیٹھوںتری خوشی میں کہیں خودکشی نہ کر بیٹھوںmujhe ye ḍar hai ke ab bas yahī na kar baiṭhūñtirī ḳhushī meñ kahīñ ḳhudkushī na kar baiṭhūñ
- مرے سامنے تو مرا پیار ہوگاوہ نظروں سے دل میں گرفتار ہوگاmire sāmne to mirā pyār hogāvo nazroñ se dil meñ giraftār hogā
- مشکل کو اس نے سب کی آسان کر دیا ہےموجودگی کا اپنی اعلان کر دیا ہےmushkil ko us ne sab kī āsān kar diyā haimaujūdgī kā apnī elān kar diyā hai
- میں تمہارا رہا رات بھرکسمساتا رہا رات بھرmaiñ tumhārā rahā rāt bharkasmasātā rahā rāt bhar
- ہم کہیں بھی ہوں مگر یہ چھٹیاں رہ جائیں گیپھول سب لے جائیں گے پر پتیاں رہ جائیں گیham kahīñ bhī hūñ magar ye chhuṭṭiyāñ rah jā.eñgīphūl sab le jā.eñge par pattiyāñ rah jā.eñgī