Poet
Zaheer Ghazipuri
b. 1938
Poems
- آئنے میں خود اپنا چہرا ہےپھر بھی کیوں اجنبی سا لگتا ہےā.īne meñ ḳhud apnā chehrā haiphir bhī kyūñ ajnabī sā lagtā hai
- اترے تو کئی بار صحیفے مرے گھر میںملتے ہیں مگر صرف جریدے مرے گھر میںutre to ka.ī bār sahīfe mire ghar meñmilte haiñ magar sirf jarīde mire ghar meñ
- ایسے لمحے پر ہمیں قربان ہو جانا پڑاایک ہی لغزش میں جب انسان ہو جانا پڑاaise lamhe par hameñ qurbān ho jānā paṛāek hī laġhzish meñ jab insān ho jānā paṛā
- تخلیق کی دنیا تو اسرار کی دنیا ہےہر فکر میں جنت ہے ہر لفظ میں صحرا ہےtaḳhlīq kī duniyā to asrār kī duniyā haihar fikr meñ jannat hai har lafz meñ sahrā hai
- جو شور کرتے رہے شور ہی میں ڈوب گئےسب اپنے ذوق جنوں کی ندی میں ڈوب گئےjo shor karte rahe shor hī meñ ḍūb ga.esab apne zauq-e-junūñ kī nadī meñ ḍūb ga.e
- حقائق کتنے اے اہل نظر ہم بھول جاتے ہیںچھپے ہوتے ہیں پتھر میں گہر ہم بھول جاتے ہیںhaqā.iq kitne ai ahl-e-nazar ham bhūl jāte haiñchhupe hote haiñ patthar meñ guhar ham bhūl jāte haiñ
- فکر سے الفاظ تک پھیلا ہوا میری طرحمیں نہ تھا سچ ہے مگر وہ کون تھا میری طرحfikr se alfāz tak phailā huā merī tarahmaiñ na thā sach hai magar vo kaun thā merī tarah
- کیا دعائے فرسودہ حرف بے اثر مانگوںتشنگی میں جینے کا اب کوئی ہنر مانگوںkyā duā-e-farsūda harf-e-be asar māñgūñtishnagī meñ jīne kā ab koī hunar māñgūñ
- لفظوں سے تصویر بناتا جاؤں میںہنستے گاتے رنگ دکھاتا جاؤں میںlafzoñ se tasvīr banātā jā.ūñ maiñhañste gāte rang dikhātā jā.ūñ maiñ
- محبت کرنے والوں کی دل آزاری نہیں کرتےخطا پر سر جھکانے والے مکاری نہیں کرتےmohabbat karne vāloñ kī dil āzārī nahīñ karteḳhatā par sar jhukāne vāle makkārī nahīñ karte
- نگاہوں کو خلا میں ذہن کو دفتر میں رکھ دیں گےمگر اپنے مسائل گھر کے ہیں ہم گھر میں رکھ دیں گےnigāhoñ ko ḳhalā meñ zehn ko daftar meñ rakh deñgemagar apne masā.il ghar ke haiñ ham ghar meñ rakh deñge
- ہر آدمی کو خواب دکھانا محال ہےشعلوں میں جیسے پھول کھلانا محال ہےhar ādmī ko ḳhvāb dikhānā muhāl haisholoñ meñ jaise phūl khilānā muhāl hai
- ہر غزل ہر شعر اپنا استعارہ آشنافصل گل میں جیسے شاخ گل شرارا آشناhar ġhazal har sher apnā isti.āra āshnāfasl-e-gul meñ jaise shāḳh-e-gul sharārā āshnā