Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Zafar Hashmi

b. 1945

Poems

Meter
  1. bīte dinoñ kī to agar tahrīr likhapne qalam se vaqt kī taqdīr likh
  2. phūl kā paikar zamīñaur kabhī patthar zamīñ
  3. ḳhushk dariyā meñ iztirāb ā.esāre sāhil hī zer-e-āb ā.e
  4. rahe dhūp meñ ḳhushk shajar kī tarahpiye dard bhī rāh guzar kī tarah
  5. sahmī huī gulshan meñ har ik āj kalī haisholoñ kī kabhī pyās bhī shabnam se bujhī hai
  6. gumān meñ hai yaqīn jaiseugal de sonā zamīn jaise
  7. ghane jangaloñ meñ kiran rah ga.īhamāre badan meñ thakan rah ga.ī
  8. maiñ bhī hūñ tang kab se tum bhī ho tang kab sehālāt kī sipah se jārī hai jang kab se
  9. vāqi.a mere na tan aur sar kā haisāmnā har rūh ko ḳhanjar kā hai
  10. vo shab shikan se nayā āftāb niklā hailahū kī shāḳh pe tanhā gulāb niklā hai
  11. har ranj qubūl kar rahā hūñzaḳhmoñ ko maiñ phūl kar rahā hūñ