Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Zabt Sitapuri

Poems

Meter
  1. ab kahāñ jā.eñ ġham bhulāne kochhoṛ kar tere āstāna ko
  2. ai dil tujhe kyā vaqt kī pahchān nahīñ haiab un se mulāqāt kā imkān nahīñ hai
  3. bahār apnī na gul apne na sehn-e-gulsitāñ apnābanā leñ kyūñ na vīrāne meñ jā kar āshiyāñ apnā
  4. dil agar dard-e-āshnā na huāus kā honā hī kyā huā na huā
  5. rāteñ vo dil fareb bahāreñ vo ḳhvāb kīpīrī meñ yād ā.ī haiñ bāteñ shabāb kī
  6. fikr-e-ka.aba kuchh hai kuchh hai shauq-e-but ḳhāna mujhedil bahalne ko hai kāfī bazm-e-rindāna mujhe
  7. fikr kyā us kī ye dil aur jigar kyā hogātere saudā.ī ko andesha-e-sar kyā hogā
  8. ka.aba nazar meñ hai na hai but ḳhāna āj kalrahtī hai garm mahfil-e-rindāna āj kal
  9. ka.abe kā tamannā.ī hai koī mushtāq koī but ḳhāne kāun aql ke dīvāne se judā ālam hai tire dīvāne kā
  10. kahā jo un se ke ab be qarār ham bhī haiñtū hañs ke kahte haiñ be iḳhtiyār ham bhī haiñ
  11. kahīñ nibāh kī sūrat nahīñ zamāne meñqafas meñ chain na rāhat hai āshiyāne meñ
  12. muft meñ kyūñ leñ shab-e-ġham maut ke āne kā nāmhausle kā past ho jānā hai mar jāne kā nām
  13. maiñ rāz-e-ġham ishq se begāna nahīñ hūñaisā hūñ pyāla jo mohabbat se hai labrez
  14. na jāne va.ade kā kyūñ etibār ab bhī haiguzar ga.ī hai shab aur intizār ab bhī hai