Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Yasin Ali Khan Markaz

یاسین علی خاں مرکز

Poems

Meter
  1. āp ko bhūl ke maiñ yād-e-ḳhudā kartā hūñḳhud anā kahtā hūñ maujūd baqā kartā hūñ
  2. apnā pata mujhe batā bahr-e-ḳhudā tū kaun haitujh pe haiñ sāre mubtalā bahr-e-ḳhudā tū kaun hai
  3. jo nazar kiyā maiñ sifāt meñ huā mujh pe kab ye ayāñ nahīñmirī zāt ain kī ain hai vahāñ dūsrī kā nishāñ nahīñ
  4. jahāñ bāt vahdat kī gahrī rahegīvahāñ fikr apnī na terī rahegī
  5. ḍhūñḍ ham un ko pareshān bane baiṭhe haiñvo to parda liye insān bane baiṭhe haiñ
  6. ḍhūñḍhtā haq ko dar badar hai tūvā.e apne se be ḳhabar hai tū
  7. shirk kā parda uṭhāyā yār neham ko jab apnā banāyā yār ne
  8. āshiqī ke āshkāre ho chukehusn yaktā ke pukāre ho chuke
  9. ajab bhūl-o-hairat jo maḳhlūq ko haiḳhudā kī talab shirk kī justujū hai
  10. ayāñ ho āp begāna banāyāvajūd-e-ḳhāk kā shāna banāyā
  11. ġhaflat ajab hai ham ko dam jis kā mārte haiñmaujūd hai nazar meñ jis ko pukārte haiñ
  12. yād-e-ḳhudā se āyā na īmāñ kisī tarahkāfir bane na ham na musalmāñ kisī tarah