Poet
Yasin Ali Khan Markaz
یاسین علی خاں مرکزPoems
- آپ کو بھول کے میں یاد خدا کرتا ہوںخود انا کہتا ہوں موجود بقاء کرتا ہوںāp ko bhūl ke maiñ yād-e-ḳhudā kartā hūñḳhud anā kahtā hūñ maujūd baqā kartā hūñ
- اپنا پتہ مجھے بتا بہر خدا تو کون ہےتجھ پہ ہیں سارے مبتلا بہر خدا تو کون ہےapnā pata mujhe batā bahr-e-ḳhudā tū kaun haitujh pe haiñ sāre mubtalā bahr-e-ḳhudā tū kaun hai
- جو نظر کیا میں صفات میں ہوا مجھ پہ کب یہ عیاں نہیںمری ذات عین کی عین ہے وہاں دوسری کا نشاں نہیںjo nazar kiyā maiñ sifāt meñ huā mujh pe kab ye ayāñ nahīñmirī zāt ain kī ain hai vahāñ dūsrī kā nishāñ nahīñ
- جہاں بات وحدت کی گہری رہے گیوہاں فکر اپنی نہ تیری رہے گیjahāñ bāt vahdat kī gahrī rahegīvahāñ fikr apnī na terī rahegī
- ڈھونڈ ہم ان کو پریشان بنے بیٹھے ہیںوہ تو پردہ لئے انسان بنے بیٹھے ہیںḍhūñḍ ham un ko pareshān bane baiṭhe haiñvo to parda liye insān bane baiṭhe haiñ
- ڈھونڈھتا حق کو در بدر ہے تووائے اپنے سے بے خبر ہے توḍhūñḍhtā haq ko dar badar hai tūvā.e apne se be ḳhabar hai tū
- شرک کا پردہ اٹھایا یار نےہم کو جب اپنا بنایا یار نےshirk kā parda uṭhāyā yār neham ko jab apnā banāyā yār ne
- عاشقی کے آشکارے ہو چکےحسن یکتا کے پکارے ہو چکےāshiqī ke āshkāre ho chukehusn yaktā ke pukāre ho chuke
- عجب بھول و حیرت جو مخلوق کو ہےخدا کی طلب شرک کی جستجو ہےajab bhūl-o-hairat jo maḳhlūq ko haiḳhudā kī talab shirk kī justujū hai
- عیاں ہو آپ بیگانہ بنایاوجود خاک کا شانہ بنایاayāñ ho āp begāna banāyāvajūd-e-ḳhāk kā shāna banāyā
- غفلت عجب ہے ہم کو دم جس کا مارتے ہیںموجود ہے نظر میں جس کو پکارتے ہیںġhaflat ajab hai ham ko dam jis kā mārte haiñmaujūd hai nazar meñ jis ko pukārte haiñ
- یاد خدا سے آیا نہ ایماں کسی طرحکافر بنے نہ ہم نہ مسلماں کسی طرحyād-e-ḳhudā se āyā na īmāñ kisī tarahkāfir bane na ham na musalmāñ kisī tarah
- بندے کا پردہ شان الٰہی چھپی ہوئیخود کو تو چھوڑ خاک اڑایا تو کیا ہواbande kā parda shān-e-ilāhī chhupī huīḳhud ko to chhoṛ ḳhāk uṛāyā to kyā huā