Poet
Vafa Barahi
1917–1993
Poems
- اک جا رہی ہے مالن پھولوں کا ہار لے کرگلشن کا حسن لے کر دل کا قرار لے کرik jā rahī hai mālan phūloñ kā hār le kargulshan kā husn le kar dil kā qarār le kar
- اک کہارن جا رہی تھی ہاتھ میں گاگر لئےزیر لب کچھ گنگناتی کچھ نظر نیچی کیےik kahāran jā rahī thī hāth meñ gāgar liyezer-e-lab kuchh gungunātī kuchh nazar nīchī kiye
- بہار در بہار ہےچمن میں یہ پکار ہےbahār dar bahār haichaman meñ ye pukār hai
- جوانی کا جوہر دکھانا پڑے گاتمہیں تیر کی زد پر آنا پڑے گاjavānī kā jauhar dikhānā paṛegātumheñ tīr kī zad par ānā paṛegā
- شب وصل کیوں ہیں رلانے کی باتیںکرو کچھ تو ہنسنے ہنسانے کی باتیںshab-e-vasl kyūñ haiñ rulāne kī bāteñkaro kuchh to hañsne hañsāne kī bāteñ
- قسم کھاتا ہوں میں ہندوستاں کی شان و شوکت کیقسم کھاتا ہوں ہمت کی دلیری کی شجاعت کیqasam khātā hūñ maiñ hindostāñ kī shān-o-shaukat kīqasam khātā hūñ himmat kī dilerī kī shujā.at kī
- کچھ خبر اے ہند والو ہے کہ تم ہو بے خبرکر رہا ہے ظلم ظالم قوم کے ہر فرد پرkuchh ḳhabar ai hind vālo hai ke tum ho be ḳhabarkar rahā hai zulm zālim qaum ke har fard par
- کہو یہ مغنی سے گائے چلا جانوائے مسرت سنائے چلا جاkaho ye muġhannī se gā.e chalā jānavā-e-masarrat sunā.e chalā jā
- لگی آگ دل کی بجھائیں گے کیوں کرطبیعت کو رستے پہ لائیں گے کیوں کرlagī āg dil kī bujhā.eñge kyūñ kartabī.at ko raste pe lā.eñge kyūñ kar