Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Vafa Barahi

1917–1993

Poems

Meter
  1. paṛī jab kisī kī nigāh-e-mohabbatmilī ahl-e-ulfat ko rāh-e-mohabbat
  2. pahle to jāñchtā hūñ tumhārī nazar ko maiñphir dekhtā hūñ ġhaur se apne jigar ko maiñ
  3. tāb-e-nazar kī qaid hai saḳht harīm-e-zāt meñdekhūñ kisī ko har ghaṛī bazm-e-tasavvurāt meñ
  4. haqīqat se jo āshnā ho gayāquyūd-e-havas se rahā ho gayā
  5. dil-e-betāb kā ānā sitam haitaṛap kar phir machal jānā sitam hai
  6. rāh ulfat kī ān bāqī haikuchh miṭṭī kuchh takān bāqī hai
  7. ruḳh ārzū par hijāb mohabbatkhulā aur us se shabāb-e-mohabbat
  8. suno tum ġhaur se thoṛī sī hai ye dāstāñ merīnahīñ chaltī bayān-e-shauq par hargiz zabāñ merī
  9. marne kī ārzū meñ mujhe pech-o-tāb haiab zindagī bhī bā.is-e-sad iztirāb hai
  10. nazar ko vaqf-e-jamāl kar ke na zikr kar lutf-e-zindagī kāhusūl-e-maqsad jahāñ meñ mushkil yahāñ huā kaun kab kisī kā
  11. nigāh-e-sharmgīñ sahar āfrīñ ma.alūm hotī haiye dushman hai magar dushman nahīñ ma.alūm hotī hai
  12. vahī hādsoñ ke qisse vahī maut kī kahānīabhī dastaras se bāhar hai shuūr-e-zindagānī
  13. hañs ke parda jo uṭhātā to gulistāñ hotāaur hī rang-e-jahāñ tujh se numāyāñ hotā
  14. ye shab-e-furqat meñ rang gardish-e-ayyām thāsub.h kā tārā jise samjhā charāġh-e-shām thā