Poet
Tahir Tilhari
b. 1936
Poems
- آ گیا یاد خدا آخر کاراٹھ گیا دست دعا آخر کارā gayā yād-e-ḳhudā āḳhir kāruṭh gayā dast-e-duā āḳhir kār
- باڑھ آئی گاؤں کو دریا بہا کر لے گیاایک پیاسا دوسرے پیاسے کو آ کر لے گیاbāṛh ā.ī gā.oñ ko dariyā bahā kar le gayāek pyāsā dūsre pyāse ko ā kar le gayā
- تنہائی مل سکی نہ گھڑی بھر کسی کے ساتھسایہ بھی میرے ساتھ رہا روشنی کے ساتھtanhā.ī mil sakī na ghaṛī bhar kisī ke sāthsāya bhī mere sāth rahā raushnī ke sāth
- تیرے باعث مسئلہ حل ہو گیامیں ادھورا تھا مکمل ہو گیاtere bā.is masala hal ho gayāmaiñ adhūrā thā mukammal ho gayā
- جو ہم کہیں وہی طرز بیان رکھتا ہےوہ اپنے منہ میں ہماری زبان رکھتا ہےjo ham kahīñ vahī tarz-e-bayān rakhtā haivo apne muñh meñ hamārī zabān rakhtā hai
- حیات و موت کی الجھن میں ڈالتا کیوں ہےیہ تہمتیں مرے اوپر اچھالتا کیوں ہےhayāt-o-maut kī uljhan meñ ḍāltā kyūñ haiye tohmateñ mire ūpar uchhāltā kyūñ hai
- خلش زخم تمنا کا مداوا بھی نہ تھامیں نے وہ چاہا جو تقدیر میں لکھا بھی نہ تھاḳhalish-e-zaḳhm-e-tamannā kā mudāvā bhī na thāmaiñ ne vo chāhā jo taqdīr meñ likhā bhī na thā
- خوابوں کی چاندنی کا سراپا کہاں سے آئےجب جسم ہی نہیں ہے تو سایا کہاں سے آئےḳhvāboñ kī chāndnī kā sarāpā kahāñ se ā.ejab jism hī nahīñ hai to sāyā kahāñ se ā.e
- دل بشر ہے عجب دو رخی سے وابستہکسی کے سائے سے نفرت کسی سے وابستہdil-e-bashar hai ajab do ruḳhī se vābastakisī ke sā.e se nafrat kisī se vābasta
- ستم پر ستم سہہ رہی ہے زمیںمگر منہ سے کب بولتی ہے زمیںsitam par sitam sah rahī hai zamīñmagar muñh se kab boltī hai zamīñ
- سورج کی طرح اپنے ہی محور میں قید ہوںصدیوں سے روشنی کے سمندر میں قید ہوںsūraj kī tarah apne hī mehvar meñ qaid hūñsadiyoñ se raushnī ke samundar meñ qaid hūñ
- شمعوں کی طرح پگھل رہے ہیںہم غم کی چتا میں جل رہے ہیںshamoñ kī tarah pighal rahe haiñham ġham kī chitā meñ jal rahe haiñ
- کوئی تو سوغات اس کے شہر کی گھر لے چلوکچھ نہیں تو جسم پر زخموں کی چادر لے چلوkoī to sauġhāt us ke shahr kī ghar le chalokuchh nahīñ to jism par zaḳhmoñ kī chādar le chalo
- کوئی دیکھے تو یہ انداز ستانے والامجھ سے غافل ہے مرے خواب میں آنے والاkoī dekhe to ye andāz satāne vālāmujh se ġhāfil hai mire ḳhvāb meñ āne vālā
- میرا مقصود نظر لوح مقدر میں نہیںمیں وہ موتی ڈھونڈھتا ہوں جو سمندر میں نہیںmerā maqsūd-e-nazar lauh-e-muqaddar meñ nahīñmaiñ vo motī ḍhūñḍhtā hūñ jo samundar meñ nahīñ
- میں اک بہتا دریا ہوںلیکن کتنا پیاسا ہوںmaiñ ik bahtā dariyā hūñlekin kitnā pyāsā hūñ
- ہوتا ہر قید سے آزاد تو اچھا ہوتاکاش میں پیڑ سے ٹوٹا ہوا پتا ہوتاhotā har qaid se āzād to achchhā hotākāsh maiñ peṛ se ṭūṭā huā pattā hotā
- دوستوں میں کوئی خدا تو نہ تھاتم نے پھر کیوں بھلا دیا مجھ کوdostoñ meñ koī ḳhudā to na thātum ne phir kyūñ bhulā diyā mujh ko