Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Tafzeel Ahmad

b. 1954

Poems

Meter
  1. ik pareshānī alag thī aur pashemānī alagumr bhar karte rahe ham dūdh aur pānī alag
  2. pahāṛoñ ko bichhā dete kahīñ khā.ī nahīñ miltīmagar ūnche qadam rakhne ko ūnchā.ī nahīñ miltī
  3. tanhā kar ke mujh ko salīb savāl pe chhoṛ diyāmaiñ ne bhī duniyā ko us ke hāl pe chhoṛ diyā
  4. ḳhāmosh bhī rah jā.e aur iz.hār bhī kar detasvīr vo hāziq hai jo bīmār bhī kar de
  5. sitam zarīfī kī sūrat nikal hī ātī hairaqīb kī bhī zarūrat nikal hī ātī hai
  6. shahr ko choṭ pe rakhtī hai gajar meñ koī chīzbilliyāñ ḍhūñḍhtī rahtī haiñ khanḍar meñ koī chīz
  7. kashtiyoñ ke khulkhilāte bādbānoñ kī tarahrāt bhar ugte haiñ chehre gum ḳhazānoñ kī tarah
  8. ghane armān gāṛhī ārzū karne se miltā haiḳhudā jāṛe kī rātoñ meñ vuzū karne se miltā hai
  9. lab-e-mantiq rahe koī na chashm-e-lan tarānī hozamīñ phir se murattib ho falak par nazar sānī ho
  10. lahroñ meñ bhanvar nikleñge mehvar na milegāhar mauj meñ pānī bhī barābar na milegā
  11. mehvar pe bhī gardish mirī mehvar se alag hois bahr meñ tairūñ jo samundar se alag ho
  12. milā kisī se na achchhā lagā suḳhan is bārbanā hai lāshoñ ke a.azā se ye badan is bār
  13. vahī be libās kiyāriyāñ kahīñ bel būṭoñ ke bal nahīñtujhe kyā balā.oñ meñ bāġh meñ kisī peṛ par koī phal nahīñ