Poet
Tafzeel Ahmad
b. 1954
Poems
- اک پریشانی الگ تھی اور پشیمانی الگعمر بھر کرتے رہے ہم دودھ اور پانی الگik pareshānī alag thī aur pashemānī alagumr bhar karte rahe ham dūdh aur pānī alag
- پہاڑوں کو بچھا دیتے کہیں کھائی نہیں ملتیمگر اونچے قدم رکھنے کو اونچائی نہیں ملتیpahāṛoñ ko bichhā dete kahīñ khā.ī nahīñ miltīmagar ūnche qadam rakhne ko ūnchā.ī nahīñ miltī
- تنہا کر کے مجھ کو صلیب سوال پہ چھوڑ دیامیں نے بھی دنیا کو اس کے حال پہ چھوڑ دیاtanhā kar ke mujh ko salīb savāl pe chhoṛ diyāmaiñ ne bhī duniyā ko us ke hāl pe chhoṛ diyā
- خاموش بھی رہ جائے اور اظہار بھی کر دےتصویر وہ حاذق ہے جو بیمار بھی کر دےḳhāmosh bhī rah jā.e aur iz.hār bhī kar detasvīr vo hāziq hai jo bīmār bhī kar de
- ستم ظریفی کی صورت نکل ہی آتی ہےرقیب کی بھی ضرورت نکل ہی آتی ہےsitam zarīfī kī sūrat nikal hī ātī hairaqīb kī bhī zarūrat nikal hī ātī hai
- شہر کو چوٹ پہ رکھتی ہے گجر میں کوئی چیزبلیاں ڈھونڈھتی رہتی ہیں کھنڈر میں کوئی چیزshahr ko choṭ pe rakhtī hai gajar meñ koī chīzbilliyāñ ḍhūñḍhtī rahtī haiñ khanḍar meñ koī chīz
- کشتیوں کے کھلکھلاتے بادبانوں کی طرحرات بھر اگتے ہیں چہرے گم خزانوں کی طرحkashtiyoñ ke khulkhilāte bādbānoñ kī tarahrāt bhar ugte haiñ chehre gum ḳhazānoñ kī tarah
- گھنے ارمان گاڑھی آرزو کرنے سے ملتا ہےخدا جاڑے کی راتوں میں وضو کرنے سے ملتا ہےghane armān gāṛhī ārzū karne se miltā haiḳhudā jāṛe kī rātoñ meñ vuzū karne se miltā hai
- لب منطق رہے کوئی نہ چشم لن ترانی ہوزمیں پھر سے مرتب ہو فلک پر نظر ثانی ہوlab-e-mantiq rahe koī na chashm-e-lan tarānī hozamīñ phir se murattib ho falak par nazar sānī ho
- لہروں میں بھنور نکلیں گے محور نہ ملے گاہر موج میں پانی بھی برابر نہ ملے گاlahroñ meñ bhanvar nikleñge mehvar na milegāhar mauj meñ pānī bhī barābar na milegā
- محور پہ بھی گردش مری محور سے الگ ہواس بحر میں تیروں جو سمندر سے الگ ہوmehvar pe bhī gardish mirī mehvar se alag hois bahr meñ tairūñ jo samundar se alag ho
- ملا کسی سے نہ اچھا لگا سخن اس باربنا ہے لاشوں کے اعضا سے یہ بدن اس بارmilā kisī se na achchhā lagā suḳhan is bārbanā hai lāshoñ ke a.azā se ye badan is bār
- وہی بے لباس کیاریاں کہیں بیل بوٹوں کے بل نہیںتجھے کیا بلاؤں میں باغ میں کسی پیڑ پر کوئی پھل نہیںvahī be libās kiyāriyāñ kahīñ bel būṭoñ ke bal nahīñtujhe kyā balā.oñ meñ bāġh meñ kisī peṛ par koī phal nahīñ
- فرات چشم پہ ہے کربلا کی طغیانیدرون کوفۂ دل عید کرنے آیا ہوں
- کیا شے ہے کھینچ لیتی ہے شب کو سر فلکپھر صبح جوڑتی ہے دوبارہ زمین سےkyā shai hai khīñch letī hai shab ko sar falakphir sub.h joṛtī hai dobāra zamīn se