Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Saba Naqvi

b. 1940

Poems

Meter
  1. afkār ke sānche meñ ḍhalī tāza ġhazal haiyā vaqt ke pechīda savālāt kā hal hai
  2. be ma.anī lā hāsil ridī sheroñ kā hai jāl idharjo chīzeñ bekār haiñ pyāre in chīzoñ ko ḍāl idhar
  3. be nām sā.atoñ kā safar ḳhatm ho chalālo imtihān-e-fikr-o-nazar ḳhatm ho chalā
  4. pīr-e-mai ḳhāna pe marte haiñ murīdoñ kī tarahjān dete haiñ mohabbat meñ shahīdoñ kī tarah
  5. tamām umr ho na pā.ī vo nazar apnīrah-e-hayāt meñ bantī jo ham safar apnī
  6. dil-e-muztar ko samjhā lūñ bahut haimaiñ ḳhud se apnā ghar chhāloñ bahut hai
  7. rāh-e-hayāt meñ dil-e-vīrāñ duhā.ī dedushman ko bhī ḳhudā na ġham-e-āshnā.ī de
  8. qalam se rābta-e-rang-o-āb ṭūṭ gayākisī musavvir-e-fitrat kā ḳhvāb ṭūṭ gayā
  9. kisī kā āhang kaif zā hai kisī kā lahja galo giraftabaqadr-e-irfān-e-zindagī hai har ek dil ārzū girafta
  10. kho ga.ī ġhairat-e-dil zauq-e-talab bāqī haikaise mar jā.ūñ ke jīne kā sabab bāqī hai
  11. lab-e-ḳhamosh ko armān-e-guftugū hī sahījigar meñ hausla-e-arz-e-ārzū hī sahī
  12. maikade kī shart daur-e-bāda-o-sāġhar kī qaidek merī tishnagī aur us pe duniyā bhar kī qaid
  13. maiñ badalte mausamoñ ke rang se bezār hūñhar na.ī rut se chaman meñ barsar-e-paikār hūñ
  14. nazar ke surḳh ḍore dil meñ utremusāfir dāman-e-sāhil meñ utre
  15. naġhma zan hai nazar be āvāzkyūñ mire dil asar be āvāz
  16. nayā shagūfa ishāra-e-yār par khulā haigulāb ab ke chaman kī dīvār par khulā hai