Poet
Qaisar Nizami
Poems
- آتش سوز محبت کو بجھا سکتا ہوں میںدیدۂ پر نم سے اک دریا بہا سکتا ہوں میںātish-e-soz-e-mohabbat ko bujhā saktā hūñ maiñdīda-e-pur nam se ik dariyā bahā saktā hūñ maiñ
- تجھے بھی چین نہ آئے قرار کو ترسےچمن میں رہ کے چمن کی بہار کو ترسےtujhe bhī chain na ā.e qarār ko tarsechaman meñ rah ke chaman kī bahār ko tarse
- تری نظر کے اشاروں کو دلکشی بخشینظر نواز نظاروں کو تازگی بخشیtirī nazar ke ishāroñ ko dilkashī baḳhshīnazar navāz nazāroñ ko tāzgī baḳhshī
- تری نظر کے اشاروں کو نیند آئی ہےحیات بخش سہاروں کو نیند آئی ہےtirī nazar ke ishāroñ ko nīnd ā.ī haihayāt baḳhsh sahāroñ ko nīnd ā.ī hai
- عالم امکاں میں دنیا کی ہوا تھی میں نہ تھاجلوہ آرا صرف ذات کبریا تھی میں نہ تھاālam-e-imkāñ meñ duniyā kī havā thī maiñ na thājalva ārā sirf-e-zāt-e-kibriyā thī maiñ na thā
- کہہ رہی ہے ساری دنیا تیرا دیوانہ مجھےتیری نظروں نے بنا ڈالا ہے افسانہ مجھےkah rahī hai sārī duniyā terā dīvāna mujheterī nazroñ ne banā ḍālā hai afsāna mujhe
- محبت باعث دیوانگی ہے اور بس میں ہوںکہ اب پیہم عنایت آپ کی ہے اور بس میں ہوںmohabbat bā.is-e-dīvāngī hai aur bas meñ hūñke ab paiham ināyat āp kī hai aur bas meñ hūñ
- محبت کی صہبا پلانے چلا ہوںزمانے کو انساں بنانے چلا ہوںmohabbat kī sahbā pilāne chalā hūñzamāne ko insāñ banāne chalā hūñ
- منحرف مجھ سے اک زمانہ ہےبدنصیبی کا کیا ٹھکانہ ہےmunharif mujh se ik zamāna haibadnasībī kā kyā ṭhikāna hai
- نظام گلشن ہستی بدل کے دم لیں گےحدود رنج و الم سے نکل کے دم لیں گےnizām-e-gulshan-e-hastī badal ke dam leñgehudūd-e-ranj-o-alam se nikal ke dam leñge
- نظر نواز نظاروں سے بات کرتا ہوںسکوں نصیب سہاروں سے بات کرتا ہوںnazar navāz nazāroñ se bāt kartā hūñsukūñ nasīb sahāroñ se bāt kartā hūñ