Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Naeem Zarrar Ahmad

b. 1965

Poems

  1. bikhrā hai ka.ī bār sameṭā hai ka.ī bārye dil tire atrāf ko niklā hai ka.ī bār
  2. terī ānkhoñ ke do sitāre thejin pe ham do jahān hāre the
  3. jafā-e-ahd kā ilzām ulaṭ bhī saktā hūñuse yaqīn na thā maiñ palaṭ bhī saktā hūñ
  4. jo is ānkh se niklā hogāānsū mere jaisā hogā
  5. chashm-o-dil sāhab-e-guftār hue jāte haiñrāste aql ko dushvār hue jāte haiñ
  6. sāmne apne to balā ke to dekhhausla merā āzmā ke to dekh
  7. shuūr-e-zāt ke sānche meñ ḍhalnā chāhtā hūñmaiñ girne se bahut pahle sambhalnā chāhtā hūñ
  8. ġhair ke ghar sahī vo āyā toġham hī mere liye vo lāyā to
  9. faisla ho gayā hai rāt ga.elauṭne vo gayā hai rāt ga.e
  10. kisī mahal meñ na shāhoñ kī ān bān meñ haisukūn jo kisī ḍhābe ke sā.ibān meñ hai
  11. gin rahe haiñ dil-e-nākām ke dinphir vahī gardish-e-ayyām ke din
  12. ghaṛī jītā ghaṛī martā rahā hūñuse jāte hue taktā rahā hūñ
  13. log laṛte rahe nām ā.e talab gāroñ meñham ke chup chāp khaṛe the tire bīmāroñ meñ
  14. mujhe rifatoñ kā ḳhumār thā so nahīñ rahātire dostoñ meñ shumār thā so nahīñ rahā
  15. manzil hai to ik rasta-e-dushvār meñ gum hairasta hai to pech-o-ḳham-e-dil dār meñ gum hai
  16. vaqt par ishq zuleḳhā kā asar lagtā haiāḳhir-e-umr bhī āġhāz-e-safar lagtā hai
  17. vaqt kā silsila nahīñ ruktālākh roko zarā nahīñ ruktā
  18. vo mire dil meñ yūñ samā ke ga.īlākh chāhā magar na jā ke ga.ī
  19. har sach bāt meñ ham donoñ haiñilzāmāt meñ ham donoñ haiñ
  20. ho ga.e ham shikār phūloñ kehaiñ ġhazab iḳhtiyār phūloñ ke
  21. apnī ānkheñ zarā mujhe denāmaiñ dikhā.ūñ tirī nazar se tujhe
  22. ek ajīb ḳhvāhish haiis zamīñ ke kone meñ
  23. tere nauḳhez āvezeye dil āvez āveze
  24. jin bachchoñ koapnā sārā jīvan de kar
  25. husn-e-manzar meñ kahāñ haiye hamāre man kī ānkhoñ meñ kahīñ hai
  26. kisī ke farz karne seagar fitrat badal saktī
  27. ye hamārī qismat kejitne bhī sitāre haiñ
  28. us kā chehraus kī ānkheñ
  29. mohabbat zindagī haimohabbat dil kī tīra sā.atoñ meñ raushnī hai
  30. agar tum farz kar lotum mere kār nishāt-o-vasl kā yaktā zarī.a ho
  31. tumheñ hai faḳhr ke tum ho mirī sharīk-e-hayātmujhe ye dukh hai
  32. na jāne kyūñmujhe aksar gumān hotā hai
  33. میں وہ محروم عنایت ہوں کہ جس نے تجھ سےملنا چاہا تو بچھڑنے کی وبا پھوٹ پڑی