Poet
Naeem Zarrar Ahmad
b. 1965
Poems
- بکھرا ہے کئی بار سمیٹا ہے کئی باریہ دل ترے اطراف کو نکلا ہے کئی بارbikhrā hai ka.ī bār sameṭā hai ka.ī bārye dil tire atrāf ko niklā hai ka.ī bār
- تیری آنکھوں کے دو ستارے تھےجن پہ ہم دو جہان ہارے تھےterī ānkhoñ ke do sitāre thejin pe ham do jahān hāre the
- جفائے عہد کا الزام الٹ بھی سکتا ہوںاسے یقین نہ تھا میں پلٹ بھی سکتا ہوںjafā-e-ahd kā ilzām ulaṭ bhī saktā hūñuse yaqīn na thā maiñ palaṭ bhī saktā hūñ
- جو اس آنکھ سے نکلا ہوگاآنسو میرے جیسا ہوگاjo is ānkh se niklā hogāānsū mere jaisā hogā
- چشم و دل صاحب گفتار ہوئے جاتے ہیںراستے عقل کو دشوار ہوئے جاتے ہیںchashm-o-dil sāhab-e-guftār hue jāte haiñrāste aql ko dushvār hue jāte haiñ
- سامنے اپنے تو بلا کے تو دیکھحوصلہ میرا آزما کے تو دیکھsāmne apne to balā ke to dekhhausla merā āzmā ke to dekh
- شعور ذات کے سانچے میں ڈھلنا چاہتا ہوںمیں گرنے سے بہت پہلے سنبھلنا چاہتا ہوںshuūr-e-zāt ke sānche meñ ḍhalnā chāhtā hūñmaiñ girne se bahut pahle sambhalnā chāhtā hūñ
- غیر کے گھر سہی وہ آیا توغم ہی میرے لئے وہ لایا توġhair ke ghar sahī vo āyā toġham hī mere liye vo lāyā to
- فیصلہ ہو گیا ہے رات گئےلوٹنے وہ گیا ہے رات گئےfaisla ho gayā hai rāt ga.elauṭne vo gayā hai rāt ga.e
- کسی محل میں نہ شاہوں کی آن بان میں ہےسکون جو کسی ڈھابے کے سائبان میں ہےkisī mahal meñ na shāhoñ kī ān bān meñ haisukūn jo kisī ḍhābe ke sā.ibān meñ hai
- گن رہے ہیں دل ناکام کے دنپھر وہی گردش ایام کے دنgin rahe haiñ dil-e-nākām ke dinphir vahī gardish-e-ayyām ke din
- گھڑی جیتا گھڑی مرتا رہا ہوںاسے جاتے ہوئے تکتا رہا ہوںghaṛī jītā ghaṛī martā rahā hūñuse jāte hue taktā rahā hūñ
- لوگ لڑتے رہے نام آئے طلب گاروں میںہم کہ چپ چاپ کھڑے تھے ترے بیماروں میںlog laṛte rahe nām ā.e talab gāroñ meñham ke chup chāp khaṛe the tire bīmāroñ meñ
- مجھے رفعتوں کا خمار تھا سو نہیں رہاترے دوستوں میں شمار تھا سو نہیں رہاmujhe rifatoñ kā ḳhumār thā so nahīñ rahātire dostoñ meñ shumār thā so nahīñ rahā
- منزل ہے تو اک رستۂ دشوار میں گم ہےرستہ ہے تو پیچ و خم دل دار میں گم ہےmanzil hai to ik rasta-e-dushvār meñ gum hairasta hai to pech-o-ḳham-e-dil dār meñ gum hai
- وقت پر عشق زلیخا کا اثر لگتا ہےآخر عمر بھی آغاز سفر لگتا ہےvaqt par ishq zuleḳhā kā asar lagtā haiāḳhir-e-umr bhī āġhāz-e-safar lagtā hai
- وقت کا سلسلہ نہیں رکتالاکھ روکو ذرا نہیں رکتاvaqt kā silsila nahīñ ruktālākh roko zarā nahīñ ruktā
- وہ مرے دل میں یوں سما کے گئیلاکھ چاہا مگر نہ جا کے گئیvo mire dil meñ yūñ samā ke ga.īlākh chāhā magar na jā ke ga.ī
- ہر سچ بات میں ہم دونوں ہیںالزامات میں ہم دونوں ہیںhar sach bāt meñ ham donoñ haiñilzāmāt meñ ham donoñ haiñ
- ہو گئے ہم شکار پھولوں کےہیں غضب اختیار پھولوں کےho ga.e ham shikār phūloñ kehaiñ ġhazab iḳhtiyār phūloñ ke