Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Nadim Balkhi

Poems

Meter
  1. begāna-e-manzil vo nahīñ rāh guzar meñjis ke liye ārām hai ālām-e-safar meñ
  2. tan badan se jān hī to sirf uṛā le jā.egīzindagī se maut ā kar aur kiyā le jā.egī
  3. dast-e-ḳhulūs jin kī taraf ham baṛhā ga.eḳhanjar bakaf vahī saf-e-qātil meñ ā ga.e
  4. dil sarāboñ se guzar kar shād rakhdasht meñ dariyā kā manzar yād rakh
  5. dost koī jo motabar na rahāetibār apne āp par na rahā
  6. dekhī hai jo pat jhaṛ kī fazā soch rahā hūñanjām yahī hogā mirā soch rahā hūñ
  7. rāh jis ne chalī ġhāfiloñ kī tarahqatl bhī vo huā buzdiloñ kī tarah
  8. aql par us kī gir paṛā pattharjis ne pāras ko kah diyā patthar
  9. mujhe jo dūr se lagtā thā āb kā dariyāgayā qarīb to pāyā sarāb kā dariyā
  10. ham ne dekhe ajab ajab gūngethī zabāñ to magar the sab gūnge