Poet
Mir Mohammadi Bedar
میر محمدی بیدارd. 1786
Poems
- آ تیری گلی میں مر گئے ہممنظور جو تھا سو کر گئے ہمā terī galī meñ mar ga.e hammanzūr jo thā so kar ga.e ham
- آنے دو اپنے پاس مجھ کوکرنا ہے کچھ التماس مجھ کوāne do apne pās mujh kokarnā hai kuchh iltimās mujh ko
- آہ اے یار کیا کروں تجھ بننالۂ زار کیا کروں تجھ بنāh ai yār kyā karūñ tujh binnāla-e-zār kyā karūñ tujh bin
- آہ ملتے ہی پھر جدائی کیواہ کیا خوب آشنائی کیāh milte hī phir judā.ī kīvāh kyā ḳhūb āshnā.ī kī
- اب تک مرے احوال سے واں بے خبری ہےاے نالۂ جاں سوز یہ کیا بے اثری ہےab tak mire ahvāl se vāñ be ḳhabarī haiai nāla-e-jāñ soz ye kyā be asarī hai
- اٹھ کے لوگوں سے کنارے آئیےکچھ ہمیں کہنا ہے پیارے آئیےuṭh ke logoñ se kināre ā.iyekuchh hameñ kahnā hai pyāre ā.iye
- اس ستم گر سے جو ملا ہوگاجان سے ہاتھ دھو چکا ہوگاus sitam gar se jo milā hogājān se hāth dho chukā hogā
- انجمن ساز عیش تو ہے یہاںاور پھر کس کی آرزو ہے یہاںanjuman sāz-e-aish to hai yahāñaur phir kis kī ārzū hai yahāñ
- اوروں کی بات یاں بہت کم ہےذکر خیر آپ کا ہی ہر دم ہےauroñ kī bāt yāñ bahut kam haizikr-e-ḳhair āp kā hī har dam hai
- ایک دن مدتوں میں آئے ہوآہ تس پر بھی منہ چھپائے ہوek din muddatoñ meñ ā.e hoāh tis par bhī muñh chhupā.e ho
- ایک دن وصل سے اپنے مجھے تم شاد کروپھر مری جان جو کچھ چاہو سو بیداد کروek din vasl se apne mujhe tum shād karophir mirī jān jo kuchh chāho so bedād karo
- اے شمع دل افروز شب تار محبتبخشے ہے یہی گرمی بازار محبتai sham-e-dil afroz shab-e-tār-e-mohabbatbaḳhshe hai yahī garmī-e-bāzār-e-mohabbat
- بہار گلشن ایام ہوں میںسحر نور و سواد شام ہوں میںbahār-e-gulshan-e-ayyām hūñ maiñsahar nūr-o-savād-e-shām hūñ maiñ
- بھرے موتی ہیں گویا تجھ دہن میںکہ در ریزی تو کرتا ہے سخن میںbhare motī haiñ goyā tujh dahan meñke dar rezī to kartā hai suḳhan meñ
- بیدارؔ کروں کس سے میں اظہار محبتبس دل ہے مرا محرم اسرار محبتbedār karūñ kis se maiñ iz.hār-e-mohabbatbas dil hai mirā mahram-e-asrār-e-mohabbat
- بے مروت بے وفا نامہرباں نا آشناجس کے یہ اوصاف کوئی اس سے ہو کیا آشناbe muravvat be vafā nāmehrbāñ nā āshnājis ke ye ausāf koī us se ho kyā āshnā
- پاوے کس طرح کوئی کس کو ہے مقدور ہمیںلے گیا عشق ترا کھینچ بہت دور ہمیںpāve kis tarah koī kis ko hai maqdūr hameñle gayā ishq tirā khīñch bahut dūr hameñ
- تجھ بن آرام جاں کہاں ہے مجھےزندگانی وبال جاں ہے مجھےtujh bin ārām-e-jāñ kahāñ hai mujhezindagānī vabāl-e-jāñ hai mujhe
- تجھ بن سرشک خوں کا ہے آنکھوں سے طغیاں اس قدربرسا نہیں اب تک کہیں ابر بہاراں اس قدرtujh bin sarishk-e-ḳhūñ kā hai ānkhoñ se tuġhyāñ is qadarbarsā nahīñ ab tak kahīñ abr-e-bahārāñ is qadar
- تم کو کہتے ہیں کہ عاشق کی فغاں سنتے ہویہ تو کہنے ہی کی باتیں ہیں کہاں سنتے ہوtum ko kahte haiñ ke āshiq kī fuġhāñ sunte hoye to kahne hī kī bāteñ haiñ kahāñ sunte ho
- تنہا نہ دل ہی لشکر غم دیکھ ٹل گیااس معرکے میں پائے تحمل بھی چل گیاtanhā na dil hī lashkar-e-ġham dekh ṭal gayāis mārke meñ pā.e tahammul bhī chal gayā
- تو نے جو کچھ کہ کیا میرے دل زار کے ساتھآگ نے بھی نہ کیا وہ تو خس و خار کے ساتھtū ne jo kuchh ke kyā mere dil-e-zār ke sāthāg ne bhī na kiyā vo to ḳhas-o-ḳhār ke sāth
- تیرے حیرت زدگاں اور کہاں جاتے ہیںکہیے گر آپ سے جاتے ہیں تو ہاں جاتے ہیںtere hairat zadagāñ aur kahāñ jāte haiñkahiye gar āp se jāte haiñ to hāñ jāte haiñ
- تیرے کوچہ سے نہ یہ شیفتگاں جاتے ہیںجھوٹ کہتے ہیں کہ جاتے ہیں کہاں جاتے ہیںtere kūcha se na ye sheftagāñ jāte haiñjhūṭ kahte haiñ ke jāte haiñ kahāñ jāte haiñ
- تیرے مژگاں ہی نہ پہلو مارتے ہیں تیرےہم سری رکھتے ہیں ابرو بھی دم شمشیر سےtere mizhgāñ hī na pahlū mārte haiñ tereham sirī rakhte haiñ abrū bhī dam-e-shamshīr se
- جاتا ہے مرے گھر سے دل دار خدا حافظہے زندگی اب مشکل بے یار خدا حافظjātā hai mire ghar se dil dār ḳhudā hāfizhai zindagī ab mushkil be yār ḳhudā hāfiz
- جانوں میں نہ جبکہ نام اس کاپوچھوں کیا کہہ مقام اس کاjānoñ meñ na jabke nām us kāpūchhūñ kiyā kah maqām us kā
- جب تک کہ دل نہ لاگا ان بے مروتوں سےایام اپنے گزرے کیا کیا فراغتوں سےjab tak ke dil na lāgā un be muravvatoñ seayyām apne guzre kyā kyā farāġhatoñ se
- جس دن تم آ کے ہم سے ہم آغوش ہو گئےشکوے جو دل میں تھے سو فراموش ہو گئےjis din tum ā ke ham se ham āġhosh ho ga.eshikve jo dil meñ the so farāmosh ho ga.e
- جس وقت تو بے نقاب آوےہوگا کوئی جس کو تاب آوےjis vaqt to be naqāb āvehogā koī jis ko tāb āve
- جلوہ دکھا کے گزرا وہ نور دیدگاں کاتاریک کر گیا گھر حسرت کشیدگاں کاjalva dikhā ke guzrā vo nūr dīdgāñ kātārīk kar gayā ghar hasrat kashīdgāñ kā
- جو تو ہو پاس تو دیکھوں بہار آنکھوں سےوگرنہ کرتے ہیں گل کار خار آنکھوں سےjo tū ho pās to dekhūñ bahār ānkhoñ sevagarna karte haiñ gul kār ḳhār ānkhoñ se
- جو کچھ کہ تھا وظائف و اوراد رہ گیاتیرا ہی ایک نام فقط یاد رہ گیاjo kuchh ke thā vazā.if-o-aurād rah gayāterā hī ek nām faqat yād rah gayā
- جو وہ بہار عذار خوبی چمن میں آتا خرام کرتاصنوبر و سرو ہر ایک آ کر ضرور اس کو سلام کرتاjo vo bahār-e-izār-e-ḳhūbī chaman meñ ātā ḳhirām kartāsanobar-o-sarv har ek ā kar zarūr us ko salām kartā
- جو ہوئی سو ہوئی جانے دو ملو بسم اللہجام مے ہاتھ سے لو میرے پیو بسم اللہjo huī so huī jāne do milo bism-e-allāhjām-e-mai hāth se lo mere piyo bism-e-allāh
- چمن لالہ یہ الفت تری دکھلاتی ہےسینکڑوں داغ ہیں اور ایک مری چھاتی ہےchaman-e-lāla ye ulfat tirī dikhlātī haisainkṛoñ dāġh haiñ aur ek mirī chhātī hai
- حسن سرشار ترا داروۓ بے ہوشی ہےہوش میں کون ہے کس کو سر مے نوشی ہےhusn sarshār tirā dārūe be hoshī haihosh meñ kaun hai kis ko sar-e-mai noshī hai
- حسن ہر نونہال رکھتا ہےکوئی تجھ سا جمال رکھتا ہےhusn har naunihāl rakhtā haikoī tujh sā jamāl rakhtā hai
- حصول فقر گر چاہے تو چھوڑ اسباب دنیا کولگا دے آگ یکسر بستر سنجاب و دیبا کوhusūl-e-faqr gar chāhe to chhoṛ asbāb duniyā kolagā de āg yaksar bistar-e-sanjāb-o-dībā ko
- حیف ہے ایسی زندگانی پرکہ فدا ہو نہ یار جانی پرhaif hai aisī zindagānī parke fidā ho na yār jānī par
- خاک عاشق ہے جو ہووے ہے نثار دامناے مری جان تو مت جھاڑ غبار دامنḳhāk-e-āshiq hai jo hove hai nisār-e-dāmanai mirī jān to mat jhāṛ ġhubār-e-dāman
- خرقہ رہن شراب کرتا ہوںدل زاہد کباب کرتا ہوںḳhirqa rahan-e-sharāb kartā hūñdil-e-zāhid kabāb kartā hūñ
- دل سلامت اگر اپنا ہے تو دل دار بہتہے یہ وہ جنس کہ جس کے ہیں خریدار بہتdil salāmat agar apnā hai to dil dār bahuthai ye vo jins ke jis ke haiñ ḳharīdār bahut
- دل سے پوچھا تو کہاں ہے تو کہا تجھ کو کیاکس کی زلفوں میں نہاں ہے تو کہا تجھ کو کیاdil se pūchhā to kahāñ hai to kahā tujh ko kiyākis kī zulfoñ meñ nihāñ hai to kahā tujh ko kiyā
- دل کو میں آج ناصحاں اس کو دیا جو ہو سو ہوراہ میں عشق کے قدم اب تو رکھا جو ہو سو ہوdil ko maiñ āj nāsehāñ us ko diyā jo ho so horāh meñ ishq ke qadam ab to rakhā jo ho so ho
- دور سے بات خوش نہیں آتییوں ملاقات خوش نہیں آتیdūr se bāt ḳhush nahīñ ātīyūñ mulāqāt ḳhush nahīñ ātī
- دیتا نہیں دل لے کے وہ مغرور کسی کاسچ ہے کہ نہ ظالم سے چلے زور کسی کاdetā nahīñ dil le ke vo maġhrūr kisī kāsach hai ke na zālim se chale zor kisī kā
- دیکھ اس پری سے کیجئے کیا اب تو جا لگیچھوٹی ہی کوئی بات ہے پھر یہ بلا لگیdekh us parī se kījiye kiyā ab to jā lagīchhoṭī hī koī bāt hai phir ye balā lagī
- زاہد اس راہ نہ آ مست ہیں مے خوار کئیابھی یاں چھین لیے جبہ و دستار کئیzāhid is rāh na ā mast haiñ mai ḳhvār ka.īabhī yāñ chhīn liye jubba-o-dastār ka.ī
- سبھوں سے یوں تو ہے دل آپ کا خوشاگر پوچھو تو ہے ہم سے ہی نا خوشsabhoñ se yūñ to hai dil āp kā ḳhushagar pūchho to hai ham se hī nā ḳhush