Poet
Kaleem Saronji
b. 1921
Poems
- آنے کو تو بالیں پر وہ جان بہار آیالیکن دل مضطر کو پھر بھی نہ قرار آیاāne ko to bālīñ par vo jān-e-bahār āyālekin dil muztar ko phir bhī na qarār āyā
- بہ فیض عشق ہم نے جب خرد کا راستہ بدلامذاق زندگی کے ساتھ دل کا مدعا بدلاba faiz-e-ishq ham ne jab ḳhirad kā rāsta badlāmazāq-e-zindagī ke sāth dil kā mudda.ā badlā
- بیکلی درد میں شامل کبھی ایسی تو نہ تھیطبع پروانۂ محفل کبھی ایسی تو نہ تھیbekalī dard meñ shāmil kabhī aisī to na thītab-e-parvāna-e-mahfil kabhī aisī to na thī
- جو راہ رو میں ابھی عزم رہروی کم ہےبہ قید ہوش و خرد آج آگہی کم ہےjo rāh rau meñ abhī azm-e-rahravī kam haiba qaid-e-hosh-o-ḳhirad āj āgahī kam hai
- زندگی وقف غم و حسرت و آلام سہیآپ دے دیں تو یہی عشق کا انعام سہیzindagī vaqf-e-ġham-o-hasrat-o-ālām sahīāp de deñ to yahī ishq kā inām sahī
- صورت واقعات کچھ بھی نہیںچبھ گئی ورنہ بات کچھ بھی نہیںsūrat-e-vāqi.āt kuchh bhī nahīñchubh ga.ī varna bāt kuchh bhī nahīñ
- کاش محفل میں آج تو بھی ہواور کچھ میری گفتگو بھی ہوkāsh mahfil meñ āj tū bhī hoaur kuchh merī guftugū bhī ho
- کوئی پورا جو مدعا نہ ہوازندگی کے لئے برا نہ ہواkoī pūrā jo mudda.ā na huāzindagī ke liye burā na huā
- کوئی سکوں کی راہ نہیں ہےلیکن لب پر آہ نہیں ہےkoī sukūñ kī rāh nahīñ hailekin lab par āh nahīñ hai
- مانا کہ میں اک نغمۂ بے صوت و صدا ہوںبھٹکے ہوئے لوگوں کے لئے بانگ درا ہوںmānā ke maiñ ik naġhma-e-be saut-o-sadā hūñbhaṭke hue logoñ ke liye bāng-e-darā hūñ
- ہر ساعت بہار و مسرت گزر گئیدل کیا گیا کہ لذت درد جگر گئیhar sā.at-e-bahār-o-masarrat guzar ga.īdil kyā gayā ke lazzat-e-dard-e-jigar ga.ī
- ہر نفس انقلاب ہو جیسےآگہی اضطراب ہو جیسےhar nafas inqilāb ho jaiseāgahī iztirāb ho jaise