Poet
Kabir Ahmad Jaisi
1934–2013
Poems
- آج ہر گام پہ رقصاں یہ ستارے کیوں ہیںجذبۂ شوق یہ بے نام سہارے کیوں ہیںāj har gām pe raqsāñ ye sitāre kyūñ haiñjazba-e-shauq ye be nām sahāre kyūñ haiñ
- اپنا تو خیر ذکر کیا کوئی نہیں نگاہ میںعمر تمام ہو گئی چھوٹے سے اک گناہ میںapnā to ḳhair zikr kyā koī nahīñ nigāh meñumr tamām ho ga.ī chhoṭe se ik gunāh meñ
- دنیا سجی ہوئی ہے جو بازار کی طرحمیں بھی چلوں گا آج خریدار کی طرحduniyā sajī huī hai jo bāzār kī tarahmaiñ bhī chalūñgā āj ḳharīdār kī tarah
- ربط احساس کہاں اب دل ناکام کے ساتھکیوں بجھا جاتا ہے یہ تیرگئ شام کے ساتھrabt-e-ehsās kahāñ ab dil-e-nākām ke sāthkyūñ bujhā jātā hai ye tīrgī-e-shām ke sāth
- سایۂ بے اماں سے کیا حاصلزندگی اس جہاں سے کیا حاصلsāya-e-be amāñ se kyā hāsilzindagī is jahāñ se kyā hāsil
- سراب زیست سے بچنا تو بس کے باہر تھامگر جو سینے پہ یادوں کا سخت پتھر تھاsarāb-e-zīst se bachnā to bas ke bāhar thāmagar jo sīne pe yādoñ kā saḳht patthar thā
- کچھ تم سے شکایت تھی نہ دنیا سے گلہ تھامیں یوں ہی ذرا دیر کو خاموش ہوا تھاkuchh tum se shikāyat thī na duniyā se gila thāmaiñ yūñ hī zarā der ko ḳhāmosh huā thā
- کسی کو پیکر مہتاب میں جو ڈھالا تھاخیال و خواب کا وہ آخری سنبھالا تھاkisī ko paikar-e-mahtāb meñ jo ḍhālā thāḳhayāl-o-ḳhvāb kā vo āḳhirī sambhālā thā
- کون جانے ہوگا کیا یہ ماجرا ہونے کے بعدجسم پھیکا پڑ گیا رنگ قبا ہونے کے بعدkaun jāne hogā kyā ye mājrā hone ke ba.adjism phīkā paṛ gayā rang-e-qabā hone ke ba.ad
- وقت خود سر ہے سدا اپنی ہی من مانی کرےبہتا دریا آگ کر دے آگ کو پانی کرےvaqt-e-ḳhud sar hai sadā apnī hī man mānī karebahtā dariyā āg kar de āg ko pānī kare
- یوں تو ہر داغ تجھے ہم نے دکھایا بھی نہیںلیکن اے دوست کوئی راز چھپایا بھی نہیںyūñ to har dāġh tujhe ham ne dikhāyā bhī nahīñlekin ai dost koī rāz chhupāyā bhī nahīñ