Poet
Ibn-e-Mufti
Poems
- برق نے جب بھی آنکھ کھولی ہےآشیانوں نے خاک رولی ہےbarq ne jab bhī ānkh kholī haiāshiyānoñ ne ḳhāk raulī hai
- پھر سے وہ لوٹ کر نہیں آیاپھر دعا میں اثر نہیں آیاphir se vo lauṭ kar nahīñ āyāphir duā meñ asar nahīñ āyā
- دل وہی اشک بار رہتا ہےغم سے جو ہمکنار رہتا ہےdil vahī ashk bār rahtā haiġham se jo hamkanār rahtā hai
- شوق جب بھی بندگی کا رہنما ہوتا نہیںزندگی سے زندگی کا حق ادا ہوتا نہیںshauq jab bhī bandagī kā rahnumā hotā nahīñzindagī se zindagī kā haq adā hotā nahīñ
- غلط فہمی کی سرحد پار کر کےمٹا دو فاصلے ایثار کر کےġhalat fahmī kī sarhad pār kar kemiṭā do fāsle īsār kar ke
- کر برا تو بھلا نہیں ہوتاکر بھلا تو برا نہیں ہوتاkar burā to bhalā nahīñ hotākar bhalā to burā nahīñ hotā
- نفرتیں نہ عداوتیں باقی ہیںگر رہیں گی تو الفتیں باقیnafrateñ na adāvateñ bāqī haiñgar raheñgī to ulfateñ bāqī
- وہ خواب جیسا تھا گویا سراب لگتا تھاحسین ایسا کہ فخر گلاب لگتا تھاvo ḳhvāb jaisā thā goyā sarāb lagtā thāhasīn aisā ke faḳhr gulāb lagtā thā
- ہم سے ملتے تھے ستارے آپ کےپھر بھی کھو بیٹھے سہارے آپ کےham se milte the sitāre āp kephir bhī kho baiṭhe sahāre āp ke
- اگر مکڑی دکھائی دےتو ڈرتی ہے مری بیٹیagar makṛī dikhā.ī detū ḍartī hai mirī beṭī
- خدا کہتا ہے بندوں سےمجھے تم سے محبت ہےḳhudā kahtā hai bandoñ semujhe tum se mohabbat hai
- سفید اور سیاہ گوٹوں کے حسیں اک دائرے اندربہت ہی سرخ رنگت کی حسیں اک گوٹ ہوتی ہےsafed aur siyāh goṭoñ ke hasīñ ik dā.ire andarbahut hī surḳh rangat kī hasīñ ik goṭ hotī hai