Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ibn-e-Mufti

Poems

  1. barq ne jab bhī ānkh kholī haiāshiyānoñ ne ḳhāk raulī hai
  2. phir se vo lauṭ kar nahīñ āyāphir duā meñ asar nahīñ āyā
  3. dil vahī ashk bār rahtā haiġham se jo hamkanār rahtā hai
  4. shauq jab bhī bandagī kā rahnumā hotā nahīñzindagī se zindagī kā haq adā hotā nahīñ
  5. ġhalat fahmī kī sarhad pār kar kemiṭā do fāsle īsār kar ke
  6. kar burā to bhalā nahīñ hotākar bhalā to burā nahīñ hotā
  7. nafrateñ na adāvateñ bāqī haiñgar raheñgī to ulfateñ bāqī
  8. vo ḳhvāb jaisā thā goyā sarāb lagtā thāhasīn aisā ke faḳhr gulāb lagtā thā
  9. ham se milte the sitāre āp kephir bhī kho baiṭhe sahāre āp ke